Posts

Showing posts from October, 2023

Thakaiday Sare Leh Waisun Nabi (P.B.U.H) Milsee Khuda Milsee

Image
شاکر شجاع آبادی سے اینکر نے سوال کیا کہ زندگی میں اتنے دکھ دیکھے معذور بھی ہیں بول بھی ٹھیک سے نہیں سکتے غربت بھی کاٹی کیا اس کا غم ہے آپ کو ؟ تو شاکر شجاع آبادی بولے ایتھاں جو بھوگ بھوگے ہِن اُتھاں کوئی تاں جزا مِلسی Ethaan Jo Bhog Bhogy Bin Uthaan Koi Taan Jaza Milsee تھکیڑے سارے لہہ ویسن نبیؐ مِلسی خدا مِلسی Thakaiday Sare Leh Waisun Nabi (P.B.U.H) Milsee Khuda Milsee Shakir Shuja Abadi

Siyasat ki nazar se dekhne mein kya bhalaayi hai? Haqeeqat ki nazar se dekhne mein kya buraayi hai ?

Image
(30.10.2023) सियासत की नज़र से देखने में क्या भलाई है? हक़ीक़त की नज़र से देखने में क्या बुराई है ? लता سیاست کی نظر سے دیکھنے میں کیا بھلائی ہے ؟ حقیقت کی نظر سے دیکھنے میں کیا برائی ہے ؟ حیاؔ Siyasat ki nazar se dekhne mein kya bhalaayi hai? Haqeeqat ki nazar se dekhne mein kya buraayi hai ? Haya

Kachhiyan Preetaan Da Dhagah Kachha Jaal Tut Gaye Te Nazuk Taraan Wale

Image
Kachhiyan Preetaan Da Dhagah Kachha Jaal Tut Gaye Te Nazuk Taraan Wale Shammah Bujh Gai Yaro Akhlaq Wali Saoday Khatam Ho Aj Piyaraan Wale Aisee Chaal Zamane Di Badal Gai Ae Jhooty Reh Gaye Qoul Iqraraan Wale Bas Itni Muhabbat Reh Gai DILSHAD Baqi Sangi Chah Tambako , Naswaraan Wale

Us nu milna Rehna Sada Daman vichli

Image
ਉਸ ਨੂੰ ਮਿਲਨਾ ਰਹਿਣਾ ਸਦਾ ਦਾਮਨ ਵਿਚਲੀ ਸਿਲਵਟ ਬਣ ਕੇ ਉਸ ਦਾ ਦਿੱਤਾ ਦਰਦ ਸਿਹਾ ਰੂਹ ਆਪਣੀ ਦਾ ਹਸ਼ਰ ਕਰ ਕੇ ਕਿਉ ਸਹੀ ਤਸ਼ਦਤ ਅਰਮਾਨਾ ਦਾ ਕਤਲ ਕਰਕੇ ਅਹਿਸਾਸ ਮੁੱਕਣਾ ਨਹੀਂ ਮਰਦੇ ਦਮ ਤੱਕ ਵੀ ਬੜਾ ਨਯਾਬ ਸੀ ਹਿਯਾਤ ਵਾਲਾ ਫੇਰਾ ਕਿਉ ਮੁੱਕਾ ਦਿੱਤਾ ਕਦੇ ਮੁਤਮਈ ਨਾ ਹੋਣ ਵਾਲੀਆਂ ਦੀ ਨਜ਼ਰ ਕਰ ਕੇ ਜੋਤੀ Us nu milna Rehna Sada Daman vichli Silvat ban ke Us da dita dard siha Rooh apni da hashar kar ke Kyo  sahi tashadat Armana da kaql kar ke Ehsas mukna nahi Marde dum tak vi Bada Nayab si Hayat wala phera Kyo muka dita Kade mutmayi na hon valiyan di Nazar kar ke Jyoti

Ik Darr Dunya Da ,Dooji Taang Sajna Di

Image

jo aankh teri yad me pur nam na ho saki dekhey gi bhala hashr ka manzar wo kis trah

Image
jo aankh teri yad me pur nam na ho saki dekhey gi bhala hashr ka manzar wo kis trah

Wo sar phiri hawa thi sambhalna padha mujhey Main aakhri chiraagh tha jalna padha mujhey

Image
وہ سر پھری ہوا تھی سنبھلنا پڑا مجھے میں آکھری چراغ تھا جلنا پڑا مجھے वो सर फिरी हवा थी सँभलना पड़ा मुझे मैं आख़री चिराग़ था जलना पड़ा मुझे।  Wo sar phiri hawa thi sambhalna padha mujhey Main aakhri chiraagh tha jalna padha mujhey   محسوس کر رہا تھا اُسے اپنے آس پاس اپنا خیال خود ہی بدلنا پڑا مجھے महसूस कर रहा था उसे अपने आस पास अपना ख़याल ख़ुद ही बदलना पड़ा मुझे।   Mehsoos kar raha tha ussay apney aas paas Apna khyaal khud hi badalna padha mujhey   کچھ دوُر تک تو جیسے کوئ میرے ساتھ تھا پھر اپنے ساتھ آپ ہی چلنا پڑا مجھے कुछ दूर तक तो जैसे कोई मेरे साथ था फिर अपने साथ आप ही चलना पड़ा मुझे।   Kuchh door tak tau jaisey koee merey saath tha Phir apney saath aap hi chalna padha mujhey   امیر قزلباش अमीर कज़लबाश Amir Kazalbash

Main laakh kahuun aakaash huun , zameen hoon main Magar ussay tau khabar hai ke kuchh nahin hoon main

Image
Main laakh kahuun aakaash huun , zameen hoon main Magar ussay tau khabar hai ke kuchh nahin hoon main मैं लाख कहूँ कि आकाश हूँ ज़मीं हूँ मै मगर उसे तो ख़बर है कि कुछ नहीं हूँ मैं Ajeeb log hain meri talaash mein mujh ko Wahaan pe dhoondh rahey hain jahaan nahin  hoon main अजीब लोग हैं मेरी तलाश में मुझ को वहाँ पे ढूँढ रहे हैं जहाँ नहीं हूँ मैं Woh zar'rey zar'rey mein maujood hai magar main bhi Kahein Kahein hoon, kahaan hoon? Kahein nahin hoon main वो ज़र्रे ज़र्रे में मौजूद है मगर मैं भी कहीं कहीं कहीं हूँ, कहाँ हूं ? कहीं नहीं हूं मैं Sitaaro aao meri raah mein bikhar jaao Ye mera hukam hai, haalaan ke kuchh nahin hoon main सितारो आओ मेरी राह में बिखर जाओ ये मेरा हुक्म है हालाँकि कुछ नहीं हूँ मै Ye boodhi qabrein tumhein kuchh nahein bataayengi Mujhey talaash karo dosto yahein hoon main ये बूढ़ी क़ब्रें तुम्हें कुछ नहीं बताएँगी मुझे तलाश करो दोस्तों यहीं हूँ मैं। Rahat Indori राहत इंदौरी  

Thak gay ho toh thakn chohr kay jah sakty ho Tum mujy waqiyatn chohr kay jah sakty ho

Image
تھک گئے ہو تو تھکن چھوڑ کے جا سکتے ہو تم مجھے واقعتاً  ،،  چھوڑ کے جا سکتے ہو ھم  درختوں کو  کہاں آتا  ہے  ہجرت  کرنا تم پرندے ہو  وطن چھوڑ کے  جا سکتے ہو Thak gay ho toh thakn chohr kay jah sakty ho Tum mujy waqiyatn chohr kay jah sakty ho Hum darkhto ko kaha ata hay hejart karna Tum parendy ho watn chohr lay ja sakty ho

Yaadon mein teri yaad thi Kya " Yaad " thi kuch yaad nahi

Image
Yaadon mein teri yaad thi Kya " Yaad " thi kuch yaad nahi Tere yaad mein sab bhol Gaye Kya bhol Gaye kuch yaad nahi Bas " yaad "ho tum Sirf yaad ho tum Kyun yaad ho tum Kuch yaad nahi

Je Teeno Vi , Dukh Bol Ke Dasiya Fer _____Tuun Kada Sajan Ein?

Image
جے تینو وی، دکھ بول کے دسیا فیر_____ توں کادا سجن ایں ؟ Je Teeno Vi , Dukh Bol Ke Dasiya Fer _____Tuun Kada Sajan Ein?

Meri udaasiyon ka sabab ik hi nahin hai Duniya ke ranjo-Gam bhi dekhe nahin jaate

Image
(28.10.2023) मेरी उदासियों का सबब इक ही नहीं है दुनिया के रंजो-ग़म भी  देखे नहीं जाते। लता میری اُداسیوں کا سبب اک ہی نہیں ہے دنیا کے رنج و غم بھی  دیکھے نہیں جاتے حیاؔ Meri udaasiyon ka sabab ik hi nahin hai Duniya ke ranjo-Gam bhi dekhe nahin jaate Haya  

Din Chup Gaya Soraj Ka Kahein Nam Nahi Hai O Wa'ada-Shikan! Ab Bhi Teri Shaam Nahi Hai

Image
دن چھپ گیا سورج کا کہیں نام نہیں ہے او وعدہ شکن! اب بھی تیری شام نہیں ہے Din Chup Gaya Soraj Ka Kahein Nam Nahi Hai O Wa'ada-Shikan! Ab Bhi Teri Shaam Nahi Hai   یہ جلوہ بہت خاص ہے کچھ عام نہیں ہے کمزور نگاہوں کا یہاں کام نہیں ہے Yrh Jalwah Buhat Khaas Hai Kuch Aam Nahi Hai Kamzor Nigahon Ka Yahan Kam Nahi Hai   اپنا ہی لہو دے کے گلستاں کو نکھارا اپنا ہی گلستاں میں کہیں نام نہیں ہے Apna Hi Lahoo De Ke Gulistan Ko Nikhara Apna Hi Gulistan Mein Kahein Nam Nahi Hai   کیوں کرتا ہوں ساقی کا کرم عام نہیں ہے اپنے ہی مقدر میں کوئی جام نہیں ہے Kion Karta Hon Saqi Ka Karam Aam Nahi Hai Apne Hi Muqadar Mein Koi Jaam Nahi Hai   بیمار کا دم ٹوٹ چکا، اٹھ چکی میت اب آپ کے جانے کا وہاں کام نہیں ہے Beemar Ka Dum Toot Chuka , Uth Chuki Mayat Ab Aap Ke Jane Ka Wahan Kam Nahi Hai   دیوانے تو سب ان کے ہیں مگر فرق ہے اتنا بدنام ہے کوئی، کوئی بدنام نہیں ہے Deewane Tou Sab Unke Hein Magar Farq Hai Itna Bad-Nam Hai Koi , Koi Bad-Nam Nahi Hai   کیوں یاس سے محشر میں چھپے دیکھ رہے ہو کہہ تو دیا تم پر کوئی الز

Ishq ke kashf o karamat ka paband nahi Meri marzi, main kisi bat ka pabanad nahi

Image
عشق کے کشف و کرامات کا پابند نہیں میری مرضی، میں کسی بات کا پابند نہیں Ishq ke kashf o karamat ka paband nahi Meri marzi, main kisi bat ka pabanad nahi   تیرے کہنے پہ چلا آؤں، یہ امید نہ رکھ میں ترے شوقِ ملاقات کا پابند نہیں Tere kehne pe chala aoun, ye umeed na rakh Main tere shauq e mulaqat ka paband nahi

Main Woh Dunya Hon Jahan Teri Kami Hai Saaein Meri Aankhon Mein Judaai Ki Nami Hai Saaein

Image
میں وہ دنیا ہوں جہاں تیری کمی ہے سائیاں میری آنکھوں میں جدائی کی نمی ہے سائیاں Main Woh Dunya Hon Jahan Teri Kami Hai Saaein Meri Aankhon Mein Judaai Ki Nami Hai Saaein   میرے زخموں کی دوا تیرے سوا کوئی نہیں میری تنہائی میری جاں پہ بنی ہے سائیاں Mere Zakhmon Ki Dawa Tere Siwah Koi Nahi Meri Tanhaai Meri Jaan Peh Bani Hai Saaein   اپنے ٹوٹے ہوئے خوابوں کو سنبھالوں کیسے خود کو دنیا کی نگاہوں سے چھپالوں کیسے Apne Toote Hoe Khuwabon Ko Sanbhalon Kaise Khud Ko Dunya Ki Nigahon Se Chupa Lon Kaise   اپنے ہاتھوں سے دیا دل کا بُجھا لوں کیسے میری تنہائی میری جاں پہ بنی ہے سائیاں Apne Haathon Se Diya Dil Ka Bujha Loon Kaise Meri Tanhaai Meri Jaan Peh Bani Hai Saaein   میری ہستی کو ہرا کر دے خزاں ہوں مولا دے مجھے میرا پتہ کوئی کہاں ہوں مولا Mere Basti Ko Hara Kar Dy Khizan Hon Mola Dy Mujhe Mera Pata Koi Kahan Hon Mola اک بجھے گھر کے چراغوں کا دُھواں ہوں مولا میری آواز میرے دل میں دبی ہے سائیاں Ik Bujhe Ghar Ke Charaghon Ka Dhuwaan Ho Mola Meri Aawaaz Mere Dil Mein Dabi Hai Saaein   میری آنکھوں می

Main or os ko bholon NASIR kaisi batein karte ho Surat tou phir surat hai woh naam bhi piyara lagta hai

Image
Main or os ko bholon NASIR kaisi batein karte ho Surat tou phir surat hai woh naam bhi piyara lagta hai

Mere Chote Se Ghar Yeh Kis Ki Nazar , Ae Khuda ! Lag Gai Kaisi Kaisi Duaoun Ke Hote Hoe Bad Dua Lag Gai

Image
میرے چھوٹے سے گھر کو یہ کس کی نظر، اے خُدا! لگ گئی کیسی کیسی دُعاؤں کے ہوتے ہُوئے بد دُعا لگ گئی Mere Chote Se Ghar Yeh Kis Ki Nazar , Ae Khuda ! Lag Gai Kaisi Kaisi Duaoun Ke Hote Hoe Bad Dua Lag Gai   ایک بازو بریدہ شکستہ بدن قوم کے باب میں زندگی کا یقیں کس کو تھا ، بس یہ کہیے ، دوا لگ گئی Aik Bazo Bareedah Shikasta Badan Qoum Ke Baab Mein Zindagi Ka Yaqeen Kis Ko Tha , Bas Yeh Kahiye Dawa Lag Gai جھُوٹ کے شہر میں آئینہ کیا لگا ، سنگ اُٹھائے ہُوئے آئینہ ساز کی کھوج میں جیسے خلقِ خُدا لگ گئی Jhoot Ke Shehar Mein Aaina Kia Laga Sang Uthaye Hoe Aaina Saaz Ki Khoj Mein Jaise Khalq e Khuda Lag Gai   جنگلوں کے سفر میں تو آسیب سے بچ گئی تھی ، مگر شہر والوں میں آتے ہی پیچھے یہ کیسی بلا لگ گئی Janglon Ke Safar Mein Tou Aasaib Se Bach Gai Thi , Magar Shehar Walon Mein Ate Hi Peechay Yeh Kaisi Bala Lag Gai   نیم تاریک تنہائی میں سُرخ پھُولوں کا بن کھِل اُٹھا ہجر کی زرد دیوار پر تیری تصویر کیا لگ گئی Neem Tareek Tanhaai Mein Surakh Phoolon Ka Ban Khil Utha Hijar Ke Zard Deewar Par Teri Tasweer K

Che Na Husn Na Daolat Ao Na Shuhrat Shtah Bya De Waly Sok Pu Ma Bande Maen Shii

Image
چې نه خسن نه دولت او نه شهرت شته بيا دی ولې څوک په ما باندی ميئن شي Che Na Husn Na Daolat Ao Na Shuhrat Shtah Bya De Waly Sok Pu Ma Bande Maen Shii   ستا مـعيار ته رسـيدل به ورته ګــران وي مانه روسته چې څوک تا باندی ميئن شي Sta Ma'ayar Ta Rasedal Ba Warta Gran Vi Mana Rostah Che Sok Ta Bande Maen Shii   ساګر جان Sagar Jan Yousaf Khel Ashnaghar

Chaa Pu Faraib Okhuda Chaa Pu Dhoko Okhuda Che Haya Na Pejani Dunya Hagho Okhuda

چا پہ فریب اوخوڑہ چا پہ دھوکو اوخوڑہ چی حیا نہ پیجنی دنیا ھغو اوخوڑہ Chaa Pu Faraib Okhuda Chaa Pu Dhoko Okhuda Che Haya Na Pejani Dunya Hagho Okhuda چا پہ فریب اوخوڑہ چا پہ دھوکو اوخوڑہ چی حیا نہ پیجنی دنیا ھغو اوخوڑہ Chaa Pu Faraib Okhuda Chaa Pu Dhoko Okhuda Che Haya Na Pejani Dunya Hagho Okhuda Chaa Du Rorai Pu Nama Paradi Korona Loot Kru Chaa Du Yaraai Pu Nama Paradi Maloona Koot Kru Chaa Pu Chal Wal Okhuda Chaa Pu Nakhro Okhuda Che Haya Na Pejani Dunya Hagho Okhuda Chaa Du Paiso Du Para Khpal Ghairatona Khars Kdru De Zeeno Zeeno Pake Khpal Emanona Khars Kdru Chaa Pu Shamlo Okhuda Chaa Pu Patko Okhuda Chaa Pu Faraib Okhuda Chaa Pu Dhoko Okhuda Che Haya Na Pejani Dunya Hagho Okhuda Sok Faraibona Kavi Du Faqeerai Pu Jama Paradi Jaibona Wahi Du Malagai Pu Jama Chaa Pu Peerai Okhuda Chaa Pu Tasboo Okhuda Che Shi Qurban Pu Meena Hagha Yaaran Charta Di Wakht Dy Badal LAIQA Os Sadiqaan Charta Di Chaa Du Pokhto Pu Nama Chaa Pokhto Okhuda

Apne Seene Se Lagaye Hoe Umeed Ki Laash Mudaton Zeest Ko Nashad Kia Hai Main Ne

Image
ﺍﭘﻨﮯ ﺳﯿﻨﮯ ﺳﮯ ﻟﮕﺎﺋﮯ ﮨﻮﺋﮯ ﺍﻣﯿﺪ ﮐﯽ ﻻﺵ ﻣﺪﺗﻮﮞ ﺯﯾﺴﺖ ﮐﻮ ﻧﺎﺷﺎﺩ ﮐﯿﺎ ﮨﮯ ﻣﯿﮟ ﻧﮯ Apne Seene Se Lagaye Hoe Umeed Ki Laash Mudaton Zeest Ko Nashad Kia Hai Main Ne   ﺗﻮ ﻧﮯ ﺗﻮ ﺍﯾﮏ ﮨﯽ ﺻﺪﻣﮯ ﺳﮯ ﮐﯿﺎ ﺗﮭﺎ ﺩﻭﭼﺎﺭ ﺩﻝ ﮐﻮ ﮨﺮ ﻃﺮﺡ ﺳﮯﺑﺮﺑﺎﺩ ﮐﯿﺎ ﮨﮯ ﻣﯿﮟ ﻧﮯ Tu Ne Tou Aik Hi Sadmay Se Kia Tha Dochaar Dil Ko Har Tarah Se Barbad Kia Hai Main Ne   ﺟﺐ ﺑﮭﯽ ﺭﺍﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ ‌ ﻧﻈﺮ ﺁﺋﮯ ﺣﺮﯾﺮﯼ ﻣﻠﺒﻮﺱ ﺳﺮﺩ ﺁﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺗﺠﮭﮯ ﯾﺎﺩ ﮐﯿﺎ ﮨﮯ ﻣﯿﮟ ﻧﮯ Jab Bhi Rahon Mein Nazar Aaye Hareeri Malboos Sard Aahon Mein Tujhe Yaad Kia Hai Main Ne   ﺍﻭﺭ ﺍﺏ ﺟﺐ ﮐﮧ ﻣﺮﯼ ﺭﻭﺡ ﮐﯽ ﭘﮩﻨﺎﺋﯽ ﻣﯿﮟ ﺍﯾﮏ ﺳﻨﺴﺎﻥ ﺳﯽ ﻣﻐﻤﻮﻡ ﮔﮭﭩﺎ ﭼﮭﺎﺋﯽ ﮨﮯ Aur Ab Jab-Keh Meri Rooh Ki Pehnaai Mein Aik Sunsaan See Maghmoom Ghata Chhaai Hai   ﺗﻮ ﺩﻣﮑﺘﮯ ﮨﻮﺋﮯ ﻋﺎﺭﺽ ﮐﯽ ﺷﻌﺎﺋﯿﮟ ﻟﮯ ﮐﺮ ﮔﻞ ﺷﺪﮦ ﺷﻤﻌﯿﮟ ﺟﻼﻧﮯ ﮐﻮ ﭼﻠﯽ ﺁﺋﯽ ﮨﮯ Tu Damaktay Hoe Aariz Ki Shua-aein Le Kar Gul-Shudah Shamaein Jalane Ko Chali Aai Hai   ﻣﯿﺮﯼ ﻣﺤﺒﻮﺏ، ﯾﮧ ﮨﻨﮕﺎﻣۂ ﺗﺠﺪﯾﺪ ﻭﻓﺎ ﻣﯿﺮﯼ ﺍﻓﺴﺮﺩﮦ ﺟﻮﺍﻧﯽ ﮐﮯ ﻟﯿﮯ ﺭﺍﺱ ﻧﮩﯿﮟ Meri Mahboob , Yeh Hangamah e Tajdeed Wafa Meri Afsurdah Jawani Ke Liye Raas Nahi   ﻣﯿﮟ ﻧﮯ ﺟﻮ ﭘﮭﻮﻝ ﭼﻨﮯ ﺗﮭﮯ ﺗﺮﮮ ﻗﺪﻣﻮﮞ ﮐﮯ ﻟﯿﮯ ﺍﻥ ﮐﺎ ﺩﮬﻨﺪﻻ ﺳﺎ ﺗﺼﻮﺭ ﺑﮭﯽ

Tasbeeh kehte hai faqat Mujhe nahi Thora khud ko bhee Phair

Image
Tasbeeh kehte hai faqat Mujhe nahi Thora khud ko bhee Phair

Main nahi chahta woh bulane se aaye Woh reh na paye aur bahane se aaye

Image
Main nahi chahta woh bulane se aaye Woh reh na paye aur bahane se aaye

Patakh rahi thi idhar se udhar hayat mujhe Main us ke hath mein aya hua tha, kia karta

Image
پٹخ رہی تھی اِدھر سے اُدھر حیات مُجھے مَیں اُس کے ہاتھ میں آیا ہُوا تھا، کیا کرتا Patakh rahi thi idhar se udhar hayat mujhe Main us ke hath mein aya hua tha, kia karta

Kahaaniyan to suna din kayi zamaane ko Bas apni daasta.n lekin suna nahin paayi ?

Image
(26.10.2023)   कहानियांँ तो सुना दीं कई ज़माने को बस अपनी दास्तांँ लेकिन सुना नहीं पाई? लता کہانیاں تو سنا دیں کئی زمانے کو بس اپنی داستاں لیکن سنا نہیں پائی؟ حیاؔ Kahaaniyan to suna din kayi zamaane ko Bas apni daasta.n lekin suna nahin paayi ? Haya

Ho kahin bhi Jang, phaTta hai kaleja dekh kar KHoon hai insaaniyat ka,aye siyaasat Sharm kar!

Image
(25.10.2023) हो कहीं भी जंग,फटता है कलेजा देख कर ख़ून है इंसानियत का,ऐ सियासत शर्म कर! लता ہو کہیں بھی جنگ، پھٹتا ہے کلیجہ دیکھ کر خون ہے انسانیت کا،اے سیاست شرم کر حیاؔ Ho kahin bhi Jang, phaTta hai kaleja dekh kar KHoon hai insaaniyat ka,aye siyaasat Sharm kar! Haya

Ab tumhari yaad bhi aati nahin hai Aur tum aaoge,ye lagta nahin hai.

Image
(24.19.2023) अब तुम्हारी याद भी आती नहीं है और तुम आओगे,ये लगता नहीं है।   लता اب تمہاری یاد بھی آتی نہیں ہے اور تم آؤگے ،یے لگتا نہیں ہے حیاؔ Ab tumhari yaad bhi aati nahin hai Aur tum aaoge,ye lagta nahin hai. Haya

Aaj kuch kahna nahin hai Aaj KHamoshi kahegi

Image
(23.10.2023) आज कुछ कहना नहीं है आज ख़ामोशी कहेगी । लता آج کچھ کہنا نہیں ہے آج خاموشی کہے گی   حیاؔ Aaj kuch kahna nahin hai Aaj KHamoshi kahegi Haya

Roz bura mujhko kahte ho Uff ! Kitni mehnat karte ho

Image
(22.10.2023) रोज़ बुरा मुझको कहते हो उफ्फ! कितनी मेहनत करते हो मैं मेहनत की क़द्रदान हूंँ कितनी मेहनत कर सकते हो ?   लता روز بُرا مجھ کو کہتے ہو اُف! کِتنی محنت کرتے ہو میں محنت کی قدردان ہوں کِتنی محنت کر سکتے ہو ؟ حیاؔ Roz bura mujhko kahte ho Uff ! Kitni mehnat karte ho Main mehnat ki qadradaan hun Kitni mehnt kar sakte ho ? Haya

Sirf bindi hi to lagaayi hai Dil kisise nahin lagaaya hai

Image
(21.10.2023) सिर्फ़ बिंदी ही तो लगाई है दिल किसीसे नहीं लगाया है और अपने लिए लगाई है मिरी मर्ज़ी है,आपको क्या है ?   लता   صرف بندی ہی تو لگائی ہے دل کسی سے نہیں لگایا ہے اور اپنے لیۓ لگائی ہے مِری مرضی ہے،آپ کو کیا ہے؟ حیاؔ Sirf bindi hi to lagaayi hai Dil kisise nahin lagaaya hai Aur apne liye lagaayi hai Miri marzi hai,aapko kya hai ? Haya

Wo gali wo shehar chhod aaye malaal reh gaya Zindgi ki sham hui na jaane ghar kahan reh gaya

Image
वो गली वो शहर छोड़ आये मलाल रह गया जिंदगी की शाम  हुई ना जाने घर कहाँ रह गया   MS   Wo gali wo shehar chhod aaye malaal reh gaya Zindgi ki sham hui na jaane ghar kahan reh gaya   MS

MUHABBAT LAAZMI HAI , MAANTA HOON MAGAR HAMZAAD, AB MAIN THAK GIYA HOON

Image
MUHABBAT   LAAZMI  HAI ,  MAANTA   HOON MAGAR HAMZAAD, AB MAIN THAK GIYA HOON TUMHARA HIJAR, KAANDHAY PAR DHARA HAI NA JAANAY KIS JAGAH MAIN, JAA RAHA HOON MERAY   CHAARON   TARAF , IK   SHOR  SA  HAI MAGAR PHIR BHI YAHAAN, TANHA KHARRA HOON KOI TO HO , JO MERAY DARD BAANTAY MUSALSAL HIJAR KA, MAARA HOWA HOON MUHABBAT , HIJAR , NAFRAT , MIL GAYE  SAB MAIN TAQREEBAN, MUKAMMAL HO GIYA HOON

Nazar Chura ke kaha bas yahi muqadar tha Bicherne wale ne mulba khuda peh daal dya

Image
نظر چرا کے کہا بس یہی مقدر تھا بچھڑنے والے نے ملبہ خدا پہ ڈال دیا Nazar Chura ke kaha bas yahi muqadar tha Bicherne wale ne mulba khuda peh daal dya

Aesa koi zindagi se wadah tu nhen tha Tere bena jene ka aeradh tu nhen tha

Image
ایسا کوئی زندگی سے ٫ وعدہ تو نہیں تھا تیرے بنا جینے کا , ارادہ تو نہیں تھا. گلزار Aesa koi zindagi se wadah tu nhen tha Tere bena jene ka aeradh tu nhen tha Gulzar

Aik hi shakhs se to matlab tha Aur wo shakhs matlabi nikla

Image
Aik hi shakhs se to matlab tha Aur  wo  shakhs  matlabi  nikla

Pori Padti Hai Kaaenaat Kahan Le Ke Jaoun Main Apni Zaat Kahan

Image
پوری پڑتی ہے کائنات کہاں لے کےجاؤں میں اپنی ذات کہاں Pori Padti Hai Kaaenaat Kahan Le Ke Jaoun Main Apni Zaat Kahan पूरी पड़ती है कायनात कहाँ लेके जाऊँ मैं अपनी ज़ात कहाँ اپنی قسمت میں ان کا ساتھ کہاں ہم کہاں اور ممکنات کہاں Apni Qismat Mein Unka Saath Kahan Hum Kahan Aur Mumkenaat Kahan अपनी क़िस्मत में उनका साथ कहाँ हम कहाँ और मुम्किनात कहाँ آخری سانس تک اڑی ہی رہی ٹالنے سے ٹلی حیات کہاں Aakhiri Sans Tak Udi Hi Rahi Talne Se Tali Hayat Kahan आख़री साँस तक अड़ी ही रही टालने से टली ह़यात कहाँ دن اسی فکر میں گزرتا ہے آج گزرے گی اپنی رات کہاں Din Isi Fikar Mein Guzarta Hai Aaj Guzre Gi Apni Raat Kahan दिन इसी फ़िक्र में गुज़रता है आज गुज़रेगी अपनी रात कहाँ اب تو اخبار یہ بتاتے ہیں ہونے والی ہے واردات کہاں Ab Tou Akhbar Yeh Batate Hein Hone Wali Wardaat Kahan अब तो अख़्बार ये बताते हैं होने वाली है वारदात कहाँ رائیگاں ہی گئی خموشی بھی اس نے سمجھی ہماری بات کہاں Raegaan Hi Gai Khamoshi Bhi Usne Samjhi Humari Baat Kahan रायगाँ ही गई ख़मोशी भी उसने समझी हमारी बात कहाँ راجیش ریڈی Rajesh Ready

Dilo’n mein aag labo’n par gulaab rakhtay hain Sab apnay chehro’n peh dohri naqaab rakhtay hain

Image
Dilo’n mein aag labo’n par gulaab rakhtay hain Sab apnay chehro’n peh dohri naqaab rakhtay hain

Wahan Tak Tu Sath Chalo Jahan Tak Mumkin Ho Jahan Halaat Badal Jayen Wahan Tum Bhi Badal Jana

Image
وہاں تک تو ساتھ چلو جہاں تک ممکن ہو جہاں حالات بدل جائیں وہاں تم بھی بدل جانا Wahan Tak Tu Sath Chalo Jahan Tak Mumkin Ho Jahan  Halaat Badal Jayen Wahan Tum Bhi Badal Jana

Hamein ab kho ke kehta hai ' Mujhe tum yaad aate ho Kisi ka ho ke kehta hai ' mujhe tum yaad aate ho

Image
Hamein ab kho ke kehta hai ' Mujhe tum yaad aate ho  Kisi ka ho ke kehta hai ' mujhe tum yaad aate ho Sumandar tha tou Zor o shor se lehrein bahata tha  Ab qatra ho ke kehta hai mujhe tum yaad aate ho   Bayan Karte Jo Haal e Dil Tou Yun Muskura Daite Ab Wahi Ro Ke Kehta Hai Mujhe Tum Yaad Aate Ho Na pooch us ki be-babasi ka aalam MOHSIN   Wo mujh ko kho ke kehta hai mujhe tum yaad aate ho

Dhalegi raat to phailega noor bhi is ka charagh apna sar-e-shaam jhilmilata hai

Image
Dhalegi raat to phailega noor bhi is ka charagh apna sar-e-shaam jhilmilata hai

Ye mana main kisi qabil nahin hoon in nigaahon mein Bura kya hai agar ye dukh ye hairaani mujhey de do

Image
ये माना मैं किसी काबिल नहीं हूँ इन निगाहों में बुरा क्या है अगर ये दुःख ये हैरानी मुझे दे दो Ye mana main kisi qabil nahin hoon in nigaahon mein Bura kya hai agar ye dukh ye hairaani mujhey de do   मैं देखूँ तो सही दुनिया तुम्हे कैसे सताती है कोई दिन के लिये अपनी निगेहबानी मुझे दे दो MaiN dekhon tau sahi duniya Tumhein kaise sataati hai Koyee din ke liye apni nigehbaani mujhey de do   साहिर लुधियानवी Sahir Ludhianvi

Us Fiza Me B Jaltay Rahy Hm Kisi K liye Jahan Charag Trastay Thy Roshni k liye

Image
Us Fiza Me B Jaltay Rahy Hm Kisi K liye Jahan Charag Trastay Thy Roshni k liye Yaad Rahy Ga Ye Dor-e-Hayat B Hm ko K Trsay Thy Zindagi Me Zindagi K liye.

Kooche mein tere kaun sa jaadoo hai na jaane Jo laut ke aaya hai, dewana lage hai

Image
Kooche mein tere kaun sa jaadoo hai na jaane Jo laut ke aaya hai, dewana lage hai Jaun Elia कूचे में तेरे कौन सा जादू है न जाने जो लौट के आया है वो दीवाना लगे है जॉन एलिया

Tum apna makaan jab karo taqseem to yaaro Girti hui deewar ka saya mujhe dena

Image
तुम अपना मकान जब करो तक्सीम तो यारो गिरती हुई दीवार का साया मुझे देना। मोहसिन नकवी Tum apna makaan jab karo taqseem to yaaro Girti hui deewar ka saya mujhe dena MohsinNaqvi

Ye arz karta hoon gir kar khuloos waalon se Utha sako to uthaao ke main sharaabi hoon

Image
Ye arz karta hoon gir kar khuloos waalon se Utha sako to uthaao ke main sharaabi hoon Tumhari aankh se bhar loon suroor aankhon mein Nazar nazar se milaao ke main sharaabi hoon

Dil bhi jhuknaa chahiye, sajdey mei ,sar ke saath Dil kaheen , sar kaheen, ye bandagi acchi nahi

Image
Dil bhi jhuknaa chahiye, sajdey mei ,sar ke saath Dil kaheen , sar kaheen, ye bandagi acchi nahi

Woh jise aap samajh nahi sakte Uske aage ki daastaa'n hain hum

Image
वो जिसे आप समझ नहीं सकते उसके आगे की दास्तान हैं हम Woh jise aap samajh nahi sakte Uske aage ki daastaa'n hain hum

Tera har andaaz achcha hai Siwaye nazar andaaz karne ke

Image
तेरा हर अंदाज़ अच्छा है सिवाय नज़र अंदाज़ करने के Tera har andaaz achcha hai Siwaye nazar andaaz karne ke

The one you can't understand We are the story ahead of him

Image
The one you can't understand We are the story ahead of him Those whom you cannot understand We are the story of his front.

Death anniversary of Sahir Ludhianvi

Image
Death anniversary of Sahir Ludhianvi Abdul Hayee (8 March 1921 – 25 October 1980), popularly known by his pen name (takhallus) Sahir Ludhianvi , was an Indian poet and film song lyricist who wrote primarily in Urdu in addition to Hindi. He is regarded one of the greatest and revolutionary film lyricist and poet of the 20th century India. Sahir was different from his contemporaries in that he did not praise Khuda (God), Husn (beauty) or Jaam (wine). Instead, he wrote bitter yet sensitive lyrics about the declining values of society; the senselessness of war and politics; and the domination of consumerism over love. His love songs, tinged with sorrow, expressed his realisation that there were other, starker concepts more important than love. Sahir might be called the "bard for the underdog". Close to his heart were the farmer crushed by debt, the soldier gone to fight someone else's war, the woman forced to sell her body, the youth frustrated by unemployment and the family

Mere Marne Ke Bad Meri Kahani Lekhna Kaise Barbad Hoi Meri Jawani Lekhna

Image

Humien khabar hai keh hum hain chiragh akhir shab Humarey bad andhera nahi ujala hai

Image
ہمیں خبر ہے کہ ہم ہیں چراغ آخر شب ہمارے بعد اندھیرا نہیں اجالا ہے Humien khabar hai keh hum hain chiragh akhir shab Humarey bad andhera nahi ujala hai