Posts

Ghamzadiyan Haath Chhomti Hain Mere Muhabbat Bhoolny Ka Hunr Sekhata Hon Main

Image
غم زادیاں ہاتھ چومتی ہیں میرے محبت بھولنے کا ہنر سکھاتا ہوں میں Ghamzadiyan Haath Chhomti Hain Mere Muhabbat Bhoolny Ka Hunr Sekhata Hon Main

Ab Usi Aag Mein Jalte Hain Hum Jise Apne Daaman Se Hawa Di Thi Humne

Image
Ab Usi Aag Mein Jalte Hain Hum Jise Apne Daaman Se Hawa Di Thi Humne

Meri dastan-e-hasrat wo suna suna ke roye Mere azmane wale mujhe aazma ke roye

Image
Meri dastan-e-hasrat wo suna suna ke roye Mere azmane wale mujhe aazma ke roye Koi aisa ehl-e-dil ho keh fasaan-e-mohabbat Main usey suna ke roo’un, woh mujhe suna ke roye Meri aarzoo ki duniya dil-e-naatwan ki hasrat Jese kho ke aaj shaadman they, usey aaj paa ke roye Teri bewafaion par, teri kaj’adaaon par Kabhi sar jhuka ke roye, kabhi moun chupa ke roye Jo suni anjjuman main shab-e-gham ki aap-beeti Kayi ro ke muskuraye kayi muskuraa ke roye...!!!

Ab tak tum munafiq dilon main rahe ho Hamare dil ki_aab o hawa aur hai

Image
Ab tak tum munafiq dilon main rahe ho Hamare dil ki_aab o hawa aur hai

Main kahani mein naya mod bhi la sakta tha main ne kirdar ko aansoo mein bhigoya hi nahin

Image
Main kahani mein naya mod bhi la sakta tha main ne kirdar ko aansoo mein bhigoya hi nahin

Jab alfaz khatam hojain tab ahsas bolte hain Or ahsas ko sunn'na sub ky bus ki baat nahen

Image
Jab alfaz khatam hojain tab ahsas bolte hain Or ahsas ko sunn'na sub ky bus ki baat nahen

Aya kuch is ada se k palkain bhigo Gaya Jhonka Tere khyal ka kitna shadeed Tha

Image
Aya kuch is ada se k palkain bhigo Gaya Jhonka Tere khyal ka kitna shadeed Tha