Posts

Dekh kar door sy ek tishnai deedaar mujhe Hashar mein karne lagi us ki nazar piyar mujhe

Image
دیکھ کر دور سے اک تشنئی دیدار مجھے   حشر میں کرنے لگی اس کی نظر پیار مجھے Dekh kar door sy ek tishnai deedaar mujhe Hashar mein karne lagi us ki nazar piyar mujhe

Barish k lamas ne kuch aor taza kar deya Zakham dil k waste ab baraf bari chaheye

Image
ﺑﺎﺭﺷﻮﮞ ﮐﮯ ﻟﻤﺲ ﻧﮯ ﮐﭽﮫ ﺍﻭﺭ ﺗﺎﺯﮦ ﮐﺮ ﺩﯾﺎ ﺯﺧﻢِ ﺩﻝ ﮐﮯ ﻭﺍﺳﻄﮯ ﺍﺏ ﺑرﻑ ﺑﺎﺭﯼ ﭼﺎﮨﯿﯿﮯ Barish k lamas ne kuch aor taza kar deya Zakham dil k waste ab baraf bari chaheye

Phir Yun Howa Ka Kut Gaye tere Bagher Be ,, Ujhri Hoi ,, Lotee Hoi ,, Veeran Zindgi

Image
پھر یوں ہوا کہ کٹ گئی تیرے بغیر بھی اجڑی ہوئی ، لٹی ہوئی ، ویران زندگی Phir Yun Howa Ka Kut Gaye tere Bagher Be ,,  Ujhri Hoi ,, Lotee Hoi ,, Veeran Zindgi,,

Main iss khalish se kabhi paa saka na chutkara Woh mujh se jeet bhi sakta tha ! jaane kyun haara

Image
Main iss khalish se kabhi paa saka na chutkara Woh mujh se jeet bhi sakta tha ! jaane kyun haara मैं इस खलिश से कभी पा सका न छुटकारा वो मुझ से जीत भी सकता था ! जाने क्यों हारा

Inhain parh sako tou kitaab hain, inhain chu sako tou Gulaab hain Yeh jo raiza raiza hain siskiyan, yeh jo khaar khaar hain ungliyan

Image
Inhain parh sako tou kitaab hain, inhain chu sako tou Gulaab hain Yeh jo raiza raiza hain siskiyan, yeh jo khaar khaar hain ungliyan !!

Ik Shaks Ko Soochnay Lagi Main Phir Aaina Dekhne Lagi Main

Image
Ik Shaks Ko Soochnay Lagi Main Phir Aaina Dekhne Lagi Main Oski Tarah Apna Naam Le Kar Khud Ko Bhi Lagi Nayi Nayi Main Tu Mere Bagair Na Reh Saka Tou Kab Tere Bagair Jee Saki Main ??? Aati Rahay Ab Kahein Se Aawaaz Ab Tou Tere Paas Aagayi Main Daaman Tha Tera Ke Mera Maatha ? Jo Daagh Bhi Thay Mita Chuki Main

Har baar hawa na hogi dar par Har baar magar uthon kahan tak?

Image
Har baar hawa na hogi dar par Har baar magar uthon kahan tak? Saahil pe samandaron se bach kar Main naam tera likhoon kahan tak? Tanhaayi ka ek ek lamha Hungaamon se qarz loon kahan tak? Gar lams nahi tou lafz hi bhej Main tujh se juda rahon kahan tak? Sukh se bhi tou dosti kabhi ho Dukh se hi galay miloon kahan tak? Mansoob ho har kiran kisi se Apnay hi liye jaloon kahan tak? Aanchal mere bhar ke phat rahay hain Phool us ke liye chunoon kahan tak?