Posts

Waqat se pooch raha hai koi Zakhm kya Waqai bhar jate hain Zindagi tere ta'aqub mein hum Atna chalty hain keh mar jate hain

Image
وقت سے پوچھ رہا ہے کوئی زخم کیا واقعی بھر جاتے ہیں ؟؟ زندگی!! تیرے تعاقب میں ہم اتنا چلتے ہیں کہ مر جاتے ہیں Waqat se pooch raha hai koi Zakhm kya Waqai bhar jate hain Zindagi tere ta'aqub mein hum Atna chalty hain keh mar jate hain

Kitaab e Aarzoo Ke Gum-Shuda Kuch Baab Rakhay Hain Tere Takiye Ke Neechay Bhi Humare Khuwaab Rakhay Hain

Image
کتاب آرزو کے گم شدہ کچھ باب رکھے ہیں ترے تکیے کے نیچے بھی ہمارے خواب رکھے ہیں किताब-ए-आरज़ू के गुम-शुदा कुछ बाब रक्खे हैं तेरे तकिए के नीचे भी हमारे ख़्वाब रक्खे हैं Kitaab e Aarzoo Ke Gum-Shuda Kuch Baab Rakhay Hain Tere Takiye Ke Neechay Bhi Humare Khuwaab Rakhay Hain

dekhi hein bady ghaur se main ne wo nigahein aankho mein murawwat ka kahein naam nahi hai

Image
دیکھی ہیں بڑے غور سے میں نے وہ نگاہیں آنکھوں میں مروت کا کہیں نام نہیں ہے dekhi hein bady ghaur se main ne wo nigahein aankho mein murawwat ka kahein naam nahi hai

Humain tou hukm e mohabbat tha , hum ne karni thii Humare saath murawat mein tum bhi mare gaye

Image
ہمیں تو حکمِ محبت تھا، ہم نے کرنی تھی ہمارے ساتھ مرّوت میں تم بھی مارے گئے Humain tou hukm e mohabbat tha , hum ne karni thii Humare saath murawat mein tum bhi mare gaye

Hoshmandon Mein Shumaar Apna Hoa Karta Tha Meri Deewangi Ye Aap Ke Sar Jati Hai

Image
Hoshmandon Mein Shumaar Apna Hoa Karta Tha Meri Deewangi Ye Aap Ke Sar Jati Hai Zoya Rao Wafa

Muskurahat ka ye marham to Laga rehta hai par Zakhm par waar ho to aankh bhi bhar jaati hai

Image
Muskurahat ka ye marham to Laga rehta hai par Zakhm par waar ho to aankh bhi bhar jaati hai Zoya Rao Wafa

Meri Zindagi Se Woh Lafz Chori Ho Gaya Jise Log " SUKOON " Kehtay Hain

Image
میری زندگی سے وہ لفظ چوری ہو گیا جسے لوگ سکون کہتے ہیں Meri Zindagi Se Woh Lafz Chori Ho Gaya Jise Log " SUKOON " Kehtay Hain