Choori Ki Khank Ko Tarsta Dil Aur Ye Guzrta December

 

 

POET UMAR RAAHI

Type By

UJRRA_DIL 

 

Choori Ki Khank Ko Tarsta Dil,

Aur Ye Guzrta December,

Pazaib Ki Jhankar Sunay Mechlta Dil,

Aur Ye Guzrta December,

Garm Un Hathon Ka Lams Na Mila,

Howay Hath Mere Yakhbsta Aur Udas Dil,

Aur Ye Guzrta December,

Tarpa Dil Bahon K Haar Ko,

Aankhon Sy Behta Raha Aabshar Veeran Dil,

Aur Ye Guzrta December,

Ik Baar Aa Kar Lagaty Jo Seeny Sy,

Behal Jata Ye Nadan Dil,

Aur Ye Guzrta December,

Hai Mehman Ye December Pal Bhar Ka,

Tujhy Pukarta RAAHI Ka Dil,

Aur Ye Guzrta December.....!

 

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai