Gali Gali Aabad Thi Jin Se Kahan Gaye Wo Log?

P0ET NASIR KAZMI


Type bY

UJRRA_DIL


Gali Gali Aabad Thi Jin Se

Kahan Gaye Wo Log?


Dili (Dehali) Ab K Aisi Ujri Ghar Ghar Phaila Sog,


Sara Sara Din Galion Mein Phirte Hain Be Kaar,


Raton Ko Uth Uth Kar Rote Hain Is Nagri K Log,


Sehmy Sehmy Sy Baithy Hain

Raagi Aur Fankar,


Bhor Bhye Aub Un Galiyon Mein Kon Sunaye Jog,


Jb Tak Hum Masroof Rahy

Ye Dunya Thi Sunsan,


Din Dhalty Hi Dhayan Mein Aaye Kaisy Kaisy Log ?


NASIR Hum Ko Raat Mila Tha Tanha Aur Udas,


Wahi Purani Baatein Us Ki

Wahi PURANA ROG....!


Book

Barg-E-Nay


Page 59

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo