Pohnche Gor Kinare Hum Bas Gham-E-Doran Haare Hum

POET NASIR KAZMI

Type bY

UJRRA_DIL

Pohnche Gor Kinare Hum Bas Gham-E-Doran Haare Hum,

Sab Kuch Haar K Raste Mein,

Baith Gaye Dukhiyary Hum,

Har Manzil Sy Guzry Hain,

Tairy Ghum K Sahaary Hum,

Daikh

Khaya-E-Khatir-E-Dost,

Baazi Jeet K Hary Hum,

Aankh Ka Tara Aankh Mein Hai,

Aub Na Ginein Gy Tary Hum.....!

.

Book

Barg-E-Nay

Page 44

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai