Wo Kahan Gura-E-Sukhan Kholta Hai Aks Aaine Se Kab Bolta Hai

 

Poet Mohsin Naqvi 

 

Wo Kahan Gura-E-Sukhan Kholta Hai,

Aks Aaine Se Kab Bolta Hai,

Un Ko Tabeer Ki Zanjeer Mein Bant,

Khawab Aankon Mein Kahan Rolta Hai,

Kion Damakta Hai Nadi Ka Pani,

Kon Mojon Mein Badan Gholta Hai,

Kon Aandhi Sukhata Hai Azab,

Jab Parinda Koi Par Tolta Hai,

Shehr Jab Khof Se Chup Ho MOHSIN,

Aik Dil Hai K Bahut Bolta Hai..............!


Page 184 (R) 

 

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo