Sheir Kehne Ki Zaroorat Bhi Gai Is Mushaqat Mein Mohabbat Bhi Gai

 

 

Poetess Noshi Gilani 

 

Sheir Kehne Ki Zaroorat Bhi Gai,

Is Mushaqat Mein Mohabbat Bhi Gai,

Ishq Mein Had Se Guzar Jane Ki,

Ab Wo Dareena Rawayat Bhi Gai,

Arsa-E-Khawab Mein Gum Rehte Thay,

Rat Se Ab Wo Sahoolat Bhi Gai,

Lazat-E-Wehshat-E-Dil Bhi Na Rahi,

Ishq Se Wo Aqeedat Bhi Gai,

Harf-O-Maani Se Lagao Na Raha,

Wo Sukhan Saz Tabeeat Na Raha,

Wo Sukhan Saz Tabiat Bhi Gai,

Dil Se Jata Raha Ahsaas-E-Wafa,

Aur Wo Pehli Si Mohabbat Bhi Gai...................!

 

Page 25 To 26 

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai