Eid Ka Maza To Hai Yar K Sath 

Us K Lab-O-Rukhsar K Sath

 Eid K Din Wo Mujh Se Hum Kalaam Ho

Kuch Muskarahat 
Kuch Pyar K Sath

 

 

=============

Eid Collection-14

=============

Poet Ayaz Khan

Type By 

 

*.__Ayaz Khan__.*

Eid Ka Maza To Hai Yar K Sath

Us K Lab-O-Rukhsar K Sath

Eid K Din Wo Mujh Se Hum Kalaam Ho

Kuch Muskarahat

Kuch Pyar K Sath

Main Us Ki Rafaqat Mein Khush Aise,

Jise Gul Khush Hote Hain Bahar K Sath,

Kis Qadar Lutf Hai Us K Iqrar Mein,

Jab Nigah Jhukti Hai Izhaar K Sath,

Mayekhane Na Sharab Mein Wo Nasha,

AYAZ

Us Ki Aankhon Mein Jo Hai Khumar K Sath,.........!

Mazeed Eid Ki New Poetry K Liye,


Follow khan61 send 8001

 

 

Comments

Popular posts from this blog

Dukh Ye Hai Mera Yousaf o Yaqoob Ke Khaliq Woh Log Bhi Bichdey Jo Bichadnay Ke Nahi Thay

Mere Tan Ke Zakham Na Gin Abhi Meri Aankh Mein Abhi Noor Hai

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein