Sundar Komal Sapno Ki Barat Guzar Gai Jana

Dhoop Aankhon Tak Aa Pohnchi Hai Rat Guzar Gai Jana

 

Poetess Parveen Shakir 

 

Sundar Komal Sapno Ki Barat Guzar Gai Jana

Dhoop Aankhon Tak Aa Pohnchi Hai Rat Guzar Gai Jana

Bhor Samf Tak Jis Ne Humain Ba Hum Uljhaye Rakha,

Wo Albeli Resham Aisi Bat Guzar Gai Jana,

Sada Ki Dekhi Rat Humain Is Bar Mili To Chupke Se,

Khali Haat Pe Rakh K Kia Soghat Guzar Gai Jana,

Kis Ko Niple Ki Aas Mein Ab Tak Waise Hi Sar Sabz Ho Tum,

Ab To Dhoop Ka Mosam Hai Barsat Guzar Gai Jana,

Log Najane Kin Raton Ki Muradein Manga Karte Hain,

Apni Rat To Wo Jo Tere Sat Guzar Gai Jana,

Ab To Faqt Sayaad Ki Dildari Ka Bahana Hai Warna,

Hum Ko Daam Mein Lane Wali Ghaat Guzar Gai Jana..........!

Page 35,36 

 

Comments

Popular posts from this blog

Dukh Ye Hai Mera Yousaf o Yaqoob Ke Khaliq Woh Log Bhi Bichdey Jo Bichadnay Ke Nahi Thay

Mere Tan Ke Zakham Na Gin Abhi Meri Aankh Mein Abhi Noor Hai

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein