Too Agar is Bar Eid Par Na Aaye

Teri Deed K Sub Hi Phol Murjhaye

 

 

=============

Eid Collection-14

=============


Poet Ayaz Khan


Type By

 

*.__Ayaz Khan__.* 

 


Too Agar is Bar Eid Par Na Aaye


Teri Deed K Sub Hi Phol Murjhaye


Har Eid Ki Subh Ho Tere Jalwe Se,


Aur Aise Hi Dhale Shaam K Saye,


Tum Hote Ho To Khusiyan Pas Mere.


Aaj Eid K Roz Tujhe Dhondne Aaye,


Eid K Din Bhi Hum Ne Khushiyan Nahi.


Naghmain Hum Ne Teri Deed K Gaye,


Itni Wafa K Bad Bhi Hum AYAZ,


Us Ki Nazar Mein Bewafa Hi Kehlaye.....!



Mazeed Eid Ki New Poetry K Liye,


Follow khan61 send 8001

 

 

Comments

Popular posts from this blog

Dukh Ye Hai Mera Yousaf o Yaqoob Ke Khaliq Woh Log Bhi Bichdey Jo Bichadnay Ke Nahi Thay

Mere Tan Ke Zakham Na Gin Abhi Meri Aankh Mein Abhi Noor Hai

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein