Ek shaks paas rehkar bhi samjha nahi mujhe Is baat ka malal hai shikwa nahi mujhe


Ek shaks paas rehkar bhi samjha nahi mujhe

Is baat ka malal hai shikwa nahi mujhe

Mein usko bewafa ka ilzam kaise du

Usne to abteda se hi chaha nahi mujhe

Kya kya umeed band kar aaya tha samne 

Usne to aank bhar ke bhi dekha nahi mujhe

Pathar samaj kar paoon ki thokar pe rakh liya

Afsoos uski aankho ne parkha nahi mujhe

Kab taherna tha dost uske paas

Aacha huwa usne bhi roka nahi mujhe


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai