Rudaad-E-Qafas Yaad Na Andaz-E-Fughan Yaad Jo Beet Gai, Beet Gai Wo Baat Kahan Yaad


Rudaad-E-Qafas Yaad Na Andaz-E-Fughan Yaad
Jo Beet Gai, Beet Gai Wo Baat Kahan Yaad

Tum Bhool Gaye Hum Ko To Kya Is Me Ta-ajjub
Is Daur Me Karta Hai Kise Kon Kahan Yaad

Kaafi Thi Tabahi K Liye Gardish-E-Doran
Tum Aise Me Kiun Aa Gaye Aye Jaan-E-Jahan Yaad

Apne Se Raqaqbat Ka Ye Aalam Hai K Toba
Hum Bhool Gaye Khud Ko Tum Aye Jahan Yaad

Maazi K Dareechy Se Kabhi Jhaank K Dekho
Shayad Tumhe Aa Jaye Mera Naam-O-Nishan Yaad

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai