Yeh mashghala hai kisi ka na-jane kia chahay Na fasloon ko mitaay, na faisala chahay



Yeh mashghala hai kisi ka na-jane kia chahay
Na fasloon ko mitaay, na faisala chahay

Meri bisaat hai kya main hon barg awara
Ura kay lay chalay mujh ko jahan hawa chahay

Hazaroon doobnay walay bacha liyay laikin
Usay main kaisay bachaoun jo doobna chahay

Jo apna chehra dikhata hai mehrubaan ban kar
Us aainay ki tarf kon dakhna chahay

2 comments:

  1. Tarzuma bankar hona chahiye.....Mehruban ki jagah.

    ReplyDelete
  2. Apki Asani K Liye Roman version me Paish kia hai

    ReplyDelete

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo