Shaamon Ka Husn , Subhon Ka Ehsaas e Naghmagi Mumkin Kahaan Raha Hai Magar Chaahiye Mujhe



شاموں کا حُسن ، صُبحوں کا اِحساسِ نَغمگی
مُمکِن کہاں رہا ہے ، مَگر چاہئیے مُجھے
Shaamon Ka Husn , Subhon Ka Ehsaas e Naghmagi
Mumkin Kahaan Raha Hai Magar Chaahiye Mujhe

سایہ نہ دے مگر ، وُہ مِرے ساتھ تو رہے
دَشتِ وَفَا میں ، آیسا شَجَر ، چاہئیے مُجھے
Saayah Na Dey Magar ,Woh Mere Saath Tou Rahe
Dusht e Wafa Mein , Aaisa Shajar Chaahiye Mujhe

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo