Mujha Sardi Raas Nahi Aati Barish Se Bhi Khouf Aata Hai



مُجھے سردى راس نہیں آتى
بارش سے خوف بھى آتا ھے

پر جب سے مُجھے معلوم ھوا
يہ موسم تم کو بھاتا ھے

بُوندوں سے کھيلتى رهتى ھوں
بارش ميں بھيگتى رهتى ھوں

ميں ايسى محبت کرتى ھوں
تم کيسى محبت کرتے ھو ؟

Mujha Sardi Raas Nahi Aati
Barish Se Bhi Khouf Aata Hai

Par Jab Se Mujhe Maloom Hoa
Ye Mousam Tum Ko Bhata Hai

Boondon Se Khelti Rehti Hoon
Barish Mein Bheegti Rehti Hoon

Main Aisi Muhabbat Karti Hoon
Tum Kaisi Muhabbat Karte Ho?

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai