Posts

Showing posts from August, 2021

Girja mein mandron mein aazanon mein bat gaya Hote hi subah aadmi khaanon mein bat gaya

Image
  گرجا میں مندروں میں اذانوں میں بٹ گیا ہوتے ہی صبح آدمی خانوں میں بٹ گیا ندا فاضلی   Girja mein mandron mein aazanon mein bat gaya Hote  hi subah aadmi khaanon mein bat gaya Nida Fazli

DUNIYA Do pal ki is zindagi mein Khuda se,Srif maanga hai Tumhein Duniya ki is bheed mein kaash,Khuda Mila de Humein

Image
DUNIYA Do pal ki is zindagi mein Khuda se,Srif maanga hai Tumhein Duniya ki is bheed mein kaash,Khuda Mila de Humein

Faqeeran Ishq Hon Ek Dar Se Lagi Baithi Hon Bikhaaran Hoti Toh Dar Dar Pe Pari Milti Main

Image
Faqeeran Ishq Hon Ek Dar Se Lagi Baithi Hon Bikhaaran Hoti Toh Dar Dar Pe Pari Milti Main

Waqt hi kuch judai ka itna taweel ho gaya Dil mein teray firaaq ke jitnay thay zakham bhar gaye

Image
  وقت ہی کُچھ جُدائی کا اِتنا طویل ہو گیا دل میں تیرے فِراق کے ، جتنے تھے زخم بھر گئے Waqt hi kuch judai ka itna taweel ho gaya Dil mein teray firaaq ke jitnay thay zakham bhar gaye  

Muskura Ke Jo Baat Karte Ho Aadtein Kion Kharaab Karte Ho

Image
  مسکرا کر جو بات کرتے ھو عادتیں کیوں خراب کرتے ھو Muskura Ke Jo Baat Karte Ho Aadtein Kion Kharaab Karte Ho  

Zor Zabardasti Se Chalta Nahi Koi Ta'aluq Kisi Se Parenday Ko Kabhi Pinjray Se Muhabbat Nahi Hoti?

Image
  زور زبردستی سے چلتا نہیں کوئی تعلق کسی سے پرندے کو کبھی پنجرے سے محبت نہیں ہوتی؟ Zor Zabardasti Se Chalta Nahi Koi Ta'aluq Kisi Se Parenday Ko Kabhi Pinjray Se Muhabbat Nahi Hoti?

Tere Alawa Aur Bhi Mujh Ko Azeez Hein Tu Tham Le Ye Haath Magar Hathkadi Na Ban

Image
  تیرے علاوہ اور بھی مجھ کو عزیز ہیں تُو تھام لے یہ ہاتھ مگر ہتھکڑی نہ بن Tere Alawa Aur Bhi Mujh Ko Azeez Hein Tu Tham Le Ye Haath Magar Hathkadi Na Ban  

Hamare lafz k jadoo ka koi toor nahen Sakot e lab se bhi aksar kalam karte hain

Image
Hamare lafz k jadoo ka koi toor nahen Sakot e lab se bhi aksar kalam karte hain

Lakh Rasman Sahi , Par Auron Se Tu Kiyun Muskura Ke Milta Hai ?

Image
  لاکھ رسماً سہی ، پر اوروں سے تُو کیوں مُسکرا کے مِلتا ہے ؟ Lakh Rasman Sahi , Par Auron Se Tu Kiyun Muskura Ke Milta Hai ?  

Hum Dasht Ke Basi Hein Aey Shehar Ke Logo Ye Rooh Piyasi Humain Wirsay Mein Mili Hai

Image
  ہم دشت کے باسی ہیں اے شہر کے لوگو یہ روح پیاسی ہمیں ورثے میں ملی ہے Hum Dasht Ke Basi Hein Aey Shehar Ke Logo Ye Rooh Piyasi Humain Wirsay Mein Mili Hai دکھ درد سے صدیوں کا تعلق ہے ہمارا آنکھوں کی اداسی ہمیں ورثے میں ملی ہے Dukh Dard Se Sadiyun Ka Ta'aluq Hai Humara Aankhon Ki Udasi Humain Wisay Mein Mili Hai  

Muhabbat Kia Hai Dil Ka Dard Se Ma'amor Ho Jana Mata e Jaan Kisi Ko Sonp Kar Majbor Ho Jana

Image
  محبت کیا ہے دل کا درد سے معمور ہو جانا متاعِ جاں کسی کو سونپ کر مجبور ہو جانا Muhabbat Kia Hai Dil Ka Dard Se Ma'amor Ho Jana Mata e Jaan Kisi Ko Sonp Kar Majbor Ho Jana  ہماری بادہ نوشی پر فرشتے رشک کرتے ہیں کسی کے سنگِ در کو چومنا مخمور ہو جانا Hamari Badah-Noshi Par Fareshtay Rashk Karte Hein Kisi Ke Sang e Dar Ko Choomna Makhmor Ho Jana بسا لینا کسی کو دل میں دل ہی کا کلیجہ ہے پہاڑوں کو تو بس آتا ہے جل کر طور ہو جانا Basa Laina Kisi Ko Dil Mein Dil Hi Ka Kaleja Hai Pahadon Ko Tou Bas Aata Hai Jal Kar Toor Ho Jana یہاں تو سر سے پہلے دل کا سودا شرط ہے یارو کوئی آسان ہے کیا سرمد  و  منصور ہو جانا Yahan Tou Sar Se Pehle Dil Ka Souda Shart Hai Yaaro Koi Aasan Hai Kia Surmad o Mansoor Ho Jana قدم ہے راہِ الفت میں تو منزل کی ہوس کیسی یہاں تو عین منزل ہے تھکن سے چور ہو جانا Qadam Hai Rah e Ulfat Mein Tou Manzil Ki Hos Kaisi Yahan Tou Ain Manzil Hai Thakan Se Choor Ho Jana نظر سے دور رہ کر بھی تقؔی  وہ پاس  ہیں میرے کہ میری عاشقی کو عیب ہے مہجور ہو جانا۔ Nazar...

Udas Udas Thay Hum Isko Ik Zamana Hoa Ghazal Ka Aaina Dekha Tou Muskurana Hoa

Image
  اداس اداس تھے ہم اس کو اک زمانہ ہوا غزل کا آئنہ دیکھا تو مسکرانا ہوا Udas Udas Thay Hum Isko Ik Zamana Hoa Ghazal Ka Aaina Dekha Tou Muskurana Hoa उदास उदास थे हम उस को इक ज़माना हुआ ग़ज़ल का आइना देखा तो मुस्कुराना हुआ   پھر آج بیتے ہوئے موسموں کی یاد آئی پھر آج رینگتے لمحوں سے دوستانہ ہوا Phir Aaj Beetay Hoe Mousamon Ki Yaad Aayi Phir Aaj Reengtay Lamhon Se Dostana Hoa फिर आज बीते हुए मौसमों की याद आई फिर आज रेंगते लम्हों से दोस्ताना हुआ

Bojhal Aankhein , Bojhal Palkein , Bojhal Phool Singhar Ke Iss Bojhal Khamoshi Mein Bikhre Hein Rang Qarar Ke

  بوجھل آنکھیں، بوجھل پلکیں، بوجھل پھول سنگھار کے اس بوجھل خاموشی میں بکھرے ہیں رنگ قرار کے   پربت پربت سندیسہ لے جاتی ہے پاگل پروا راہ میں پھول کھلے ہیں موسم آئے پریت بہار کے سندر سندر بول ہیں تیرے،گہری گہری آنکھیں دل نے جانے بوجھے کھائے ہیں دھوکے اس پیار کے تجھ سے کون وفا چاہے گا ساحل کی تند تیز لہر ساحل ساحل ریت گھروندے بکھرے ہیں اعتبار کے بادل برسے بیت گئے دن ساٹھ بہار جوانی کے کلیاں جوبن پر نہ آئیں یاس کے پت جھڑ پار کے شائستہ مفتی

Is qadar bojh hai neendo ka Mere ankho par Main ne thak har k sona nahi mar jana hai

Image
  اس قدر بوجھ ہے نیندوں کا میری آنکھوں پر میں نے تھک ہار کے سونا نہیں مر جانا ہے Is qadar bojh hai neendo ka Mere ankho par Main ne thak har k sona nahi mar jana hai  

Kahan Ye Hont Kahan Ye Gulaab Asteghfar Mawaznay Ki Bhi Had Hai Janab Asteghfar

Image
  کہاں یہ ہونٹ کہاں یہ گلاب استغفار موازنے کی بھی حد ہے جناب استغفار Kahan Ye Hont Kahan Ye Gulaab Asteghfar Mawaznay Ki Bhi Had Hai Janab Asteghfar   کہاں وہ زمزمی آنکھیں دھلے ہوئے دو نور کہاں یہ میکدہ ، ساقی ، یہ شراب استغفار Kahan Woh Zamzami Aankhein Dhulay Hoe Do Noor Kahan Ye Maikadah , Saqi , Ye Sharaab Asteghfar  

Wohi hasratain wohi ranjishain, na dard e dil mein kami koi Ajab si hai meri zindagi na guzar saki na khatam hoi

Image
Wohi hasratain wohi ranjishain, na dard e dil mein kami koi Ajab si hai meri zindagi na guzar saki na khatam hoi

Muskurana konsa mushkil kam hy Bs tumhain sochna he tu parta hy

Image
Muskurana konsa mushkil kam hy Bs tumhain sochna he tu parta hy  

Yaad aatay hain to phir toot kar yaad aatay hain Kuch guzray huey lamhe kuch bichray huey log

Image
Yaad aatay hain to phir toot kar yaad aatay hain Kuch guzray huey lamhe kuch bichray huey log  

Tu Agar Ahl e Basarat Hai Tou Hasaas Bhi Ban Dekh Tasweer Ki Gehraayan Tasweer Na Dekh

Image
  تو اگر اہلِ بصارت ہے تو حسّاس بھی بن دیکھ تصویر کی گہرائیاں تصویر نہ دیکھ Tu Agar Ahl e Basarat Hai Tou Hasaas Bhi Ban Dekh Tasweer Ki Gehraayan Tasweer Na Dekh

Uljhano ki bheer mein Lapata C hai Zindagi

Image
  الجھنوں کی بھیڑ میں  لاپتہ سی ہے زِندگـی Uljhano ki bheer mein Lapata C hai Zindagi  

Dil par dastak dene kon aa nekla hai Kis ki aahat sunta hon weerane mein

Image
Dil par dastak dene kon aa nekla hai Kis ki aahat sunta hon weerane mein

Dalta Du Khalqo Iraday Khey Na Di Zulfay Raghunday Ka Khuwaray Khay Na Di

Image
  دلته  دا خلقو ارادې  خي  نه  دي ﺯلفې راغونډې که خوارې خي نه دي Dalta Du Khalqo Iraday Khey Na Di Zulfay Raghunday Ka Khuwaray Khay Na Di  

Sirf Hathon Ko Na Dekho , Kabhi Aankhein Bhi Parho Kuch Sawali Badey Khud-Dar Hoa Karte Hein

Image
Sirf Hathon Ko Na Dekho , Kabhi Aankhein Bhi Parho Kuch Sawali Badey Khud-Dar Hoa Karte Hein Mohsin Naqvi

Na Masjid Wich Na Mandir Wich

Image

Rah De Wich Khlona Aokha

Image

Nigah-e-Yaar Ke Pardon Mein Hai Ada Kaisi Sitam Kaisa Karam Kaisa, Jafa Kaisi

Image
Nigah-e-Yaar Ke Pardon Mein Hai Ada Kaisi Sitam Kaisa Karam Kaisa, Jafa Kaisi Wafa Kaisi Ye Jo Tofan Samandar Hain, Ye Sab Hasti Ke Manzar Hain Agar Qismat Mein Jalna Ho Dawa Kaisi Dua Kaisi Suney Ga Kon Ab Mujh Se TERI Behroop K Qissey Mujhey Bhi Maar Ke Kar Di Karam Ki Inteha Kaisi Agar Dil Haar Hi Baithey Mere Humdam Mohabbat Mein Fana Kaisi Baqa Kaisi Saza Kaisi Jaza Kaisi  

Haaye woh pehli mulaqat, pareshani mein Main ne pazeb tere haath mein pehnaya tha

Image
  ہائے وہ پہلی ملاقات، پریشانی میں میں نے پازیب تیرے ہاتھ میں پہنایا تھا Haaye woh pehli mulaqat, pareshani mein Main ne pazeb tere haath mein pehnaya tha

Deewana Hone Se Acha , Khaak e Dar e Janaan Ban Ja Khaak e Dar e Janaan Kia Hai Ahl e Dil Ki Aankh Ka Surma

Image
  دیوانہ ہونے سے اچھا،  خاکِ درِ جاناں بن جا خاکِ درِ جاناں کیا ہےاہلِ دل  کی  آنکھ کا سُرمہ  Deewana Hone Se Acha , Khaak e Dar e Janaan Ban Ja Khaak e Dar e Janaan Kia Hai Ahl e Dil Ki Aankh Ka Surma  

Lafz se bhi kharaash perhti hai Tabsara soch kar kiya kijiye

Image
Lafz se bhi kharaash perhti hai Tabsara soch kar kiya kijiye Jhoot se bhi bura hai aadha sach Iss se behtar hai chup raha kijiye

Rind Jo Zarf Utha Lein Wahi Saghar Ban Jaye Jis Jagah Baith Ke Pee Lein Wahi Maikhana Banay

Image
  رند جو ظرف اٹھا لیں وہی ساغر بن جائے جس جگہ بیٹھ کے پی لیں وہی مے خانہ بنے اصغر گونڈوی Rind Jo Zarf Utha Lein Wahi Saghar Ban Jaye Jis Jagah Baith Ke Pee Lein Wahi Maikhana Banay   Asghar Gondvi  

Pregda Che Da Nan Shpa Darta Ogoram Zaan Bande Mi Shak Day Che Marr Kegama

Image
  پریگدہ چہ دا نن شپہ درتہ اوگورم زان باندی می شک دے چہ مڑ کیگمہ Pregda Che Da Nan Shpa Darta Ogoram Zaan Bande Mi Shak Day Che Marr Kegama  

Humare Haq Me Dala'el Pe Dad Milti Hai Humare Haq Me Magar Faisla Nahi Hota

Image

Kisi Ki Yaad Se Taskeen Jaan Hai Wabasta Kisi Ka Zikar Chale ! Aur Baar Baar Chale

Image
  Kisi Ki Yaad Se Taskeen Jaan Hai Wabasta Kisi Ka Zikar Chale ! Aur Baar Baar Chale Peer Naseer ud Deen Naseer

Kya Dukh Hai Samandar Ko Bata Bhi Nahin Sakta Aansoo Ki Tarah Aankh Tak Aa Bhi Nahin Sakta

Image
Kya Dukh Hai Samandar Ko Bata Bhi Nahin Sakta Aansoo Ki Tarah Aankh Tak Aa Bhi Nahin Sakta Waseem Brelvi

Pu Ma Bande Ye Kor Du Kashmalo Du Boto Dak Kralo We De La KHAPERI Razi No Kam Di Che Razi

Image
  Pu Ma Bande Ye Kor Du Kashmalo Du Boto Dak Kralo We De La KHAPERI Razi No Kam Di Che Razi

Ummeed To Bundhh Jaati Taskeen To Ho Jati Waadah Nah Wafaa Kartey ,Waadah To Kiya Hota

Image
  اُّمِید  تو  بندھ   جاتی  ،  تَسکِین  تو  ہو  جاتی وَعدہ   نہ  وَفا   کَرتے  ،  وَعدہ  تو   کِیا  ہَوتا Ummeed To Bundhh  Jaati Taskeen To Ho Jati Waadah Nah Wafaa Kartey ,Waadah To Kiya Hota غَیروں     سے  کہا  تُم  نے  ،  غَیروں   سے  سُنا  تُم  نے کُچھ  ہَم  سے   کہَا   ہوتا  ،  کُچھ   ہَم   سے  سُنا  ہَوتا Ghairon Se Kaha TUM Ney ,Ghairon Se Suna TUM Ne Kuch HUM Se Kaha Hota ,Kuch HUM Se Suna Hota  

Tumhare Shehar Ka Mousam Bada Suhana Lagay Main Aik Shaam Chra Loon Agar Bura Na Lagay

Image
  تمہارے شہر کا موسم بڑا سہانا لگے میں ایک شام چرا لوں اگر برا نہ لگے Tumhare Shehar Ka Mousam Bada Suhana Lagay Main Aik Shaam Chra Loon Agar Bura Na Lagay تمہارے بس میں اگر ہو تو بھول جاؤ مجھے تمہیں بھلانے میں شاید مجھے زمانہ لگے Tumhare Bas Mein Agar Ho Tou Bhool Jao Mujhe Tumhein Bhulanay Mein Shayed Mujhe Zamana Lagay جو ڈوبنا ہے تو اتنے سکون سے ڈوبو کہ آس پاس کی لہروں کو بھی پتا نہ لگے Jo Doobna Hai Tou Itnay Sukoon Se Doobo Keh Aas Paas Ki Lehron Ko Bhi Pata Na Lagay وہ پھول جو مرے دامن سے ہو گئے منسوب خدا کرے انہیں بازار کی ہوا نہ لگے Woh Phool Jo Merte Daman Se Ho Gaye Mansoob Khuda Kare Inhein Bazar Ki Hawa Na Lagay نہ جانے کیا ہے کسی کی اداس آنکھوں میں وہ منہ چھپا کے بھی جائے تو بے وفا نہ لگے Na Jane Kia Hai Kisi Ki Udaas Aankhon Mein Woh Munh Chupa Ke Bhi Jaye Tou Be-Wafa Na Lagay تو اس طرح سے مرے ساتھ بے وفائی کر کہ تیرے بعد مجھے کوئی بے وفا نہ لگے Tu Iss Tarah Se Mere Saath Be-Wafaai Kar Keh Tere Baad Mujhe Koi Be-Wafaa Na Lagay تم آنکھ موند کے پی جاؤ زندگی قیصرؔ کہ ...

Wo zameen Par Paun kiun Rakhy Humary Hath Toot Gay Hain kiya

Image
Wo zameen Par Paun kiun Rakhy Humary Hath Toot Gay Hain  kiya

Sayyaad tere hukm e rihai ka shukriya Ham to qafas mein kaat chuke din bahaar ke

Image
Sayyaad tere hukm e rihai ka shukriya Ham to qafas mein kaat chuke din bahaar ke

Yeh meri zeest ki sab se bari tamana thi Tum meray saath meray naam ki tarah rehtay

Image
Yeh meri zeest ki sab se bari tamana thi Tum meray saath meray naam ki tarah rehtay

Hota Inhein Yaqeen Agar Jannat Mein Hooron Ka Ye Waa'iz o Sheikh Kab Ke Mar Chukay Hotay

Image
  ہوتا انہیں یقین اگر جنت میں حوروں کا یہ واعظ و شیخ کب کے  مر.  چکے   ہوتے Hota Inhein Yaqeen Agar Jannat Mein Hooron Ka Ye Waa'iz o Sheikh Kab Ke Mar Chukay Hotay  

Ronaq Bazm Nahi Tha Koi Tujh Se Pehle Ronaq Bazm Tere Bad Nahi Hai Koi

Image
  رونق بزم نہیں تھا کوئی تجھ سے پہلے رونقِ بزم   تیرے   بعد  نہیں  ہے  کوئی   Ronaq Bazm Nahi Tha Koi Tujh Se Pehle Ronaq Bazm Tere Bad Nahi Hai Koi  

Kisi ki chah mein dil ko jalana Theek hai kya Khud apnay aap ko youn aazmaana theek hai Kya

Image
Kisi ki chah mein dil ko jalana Theek hai kya Khud apnay aap ko youn aazmaana theek hai Kya Shams Tabrezi

Khuda Aik Aansoo Mera Barishon Mein Baha Dy

Image
  خدا ایک آنسو مِرا بارشوں میں بہا دے نصیر احمد ناصر خدا، میرے لفظوں کو جگنو بنا دے خدا، میری باتوں کو تتلی بنا دے خدا، میرے قدموں کو رستہ بنا دے خدا، مجھ کو پھولوں کی خوشبو بنا کر ہوا میں اڑا دے خدا، موتیے کی طرح مسکرا دے خدا، میری آنکھوں کو نظمیں بنا دے خدا، میری نظمیں کہیں دور دیسوں کو جاتے پرندوں کی ڈاریں بنا دے خدا، ماں کے آنسو بڑے قیمتی ہیں انہیں دکھ کے لاکر میں محفوظ کر دے خدا، کارنس پر رکھی میری تصویر مرنے لگی ہے اسے میرے بچوں کے دل میں سجا دے خدا، ایک لڑکی کسی دل میں بسنے لگی ہے خدا، اس کے دل میں بھی کوئی بسا دے خدا، عورتوں کے بدن ریت کے ڈھیر ہونے لگے ہیں خدا، ان کے سینوں پہ گندم کی فصلیں اگا دے خدا، ایک آنسو کہیں بچپنے کی ازل سے کسی دکھ کے ڈَل سے، گزر کر مِری دونوں آنکھوں میں ٹھہرا ہوا ہے خدا، بارشوں میں اسے اب بہا دے خدا، ایک آنسو مِرا بارشوں میں بہا دے خدا، خود بھی رو دے، مجھے بھی رلا دے  

Bahut dukh dete hain woh zakham jo bina kisi wajah ke milay hon

Image
Bahut dukh dete hain woh zakham jo bina kisi wajah ke milay hon

Choom Loon Lab Tere Qarar Aaye Han Ye Lamha Bhi Bar Bar Aaye

Image
غزل چوم لوں لب تیرے قرار آئے ہاں یہ لمحہ بھی بار بار آئے تجھ کو چھو لونگا تو جل جاؤں گا جانے جان اتنا تجھ پے پیار آئے تو جو آئے دِل کی محفل میں میں یہ سامجون کے اب بہار آئے ایک بُت سا اٹھایای پھرتے ہیں زندگی تجھ پے ہم تو وار آئے تم نئے تو دِل سے لی گا رکھا تھا آج وہ دِل بھی ہم تو ہار آئے اٹھ گے جب حجاب جیون سے مجھ سے ملنے کو پاردادار آئے اپنی آنکھیں اُدھار دے دو نا عشق میں ہم کو بھی خمار آئے اس سے مانگا تھا زندگی کا چلن لے کے دامن کو تار تار آئے ہم نئے اتنا کہا تھا جان دین گے مہر وہ ساتھ لے کے دار آئے

Begari shaaeri ne bat warna Hamain khamush rehna aagaya tha

Image
Begari shaaeri ne bat warna Hamain khamush rehna aagaya tha  

Ghalat Suna Tha Mohabbat Aankhon Se Hoti Hai Dil Toh Woh Bhi Le Jaate Hain Jo Palkein Tak Nahin Uthaate

Image
Ghalat Suna Tha Mohabbat Aankhon Se Hoti Hai Dil Toh Woh Bhi Le Jaate Hain Jo Palkein Tak Nahin Uthaate

Dar o Baam Sab Ne Saja Liye,Sabhi Roshni Mein Neha Liye Meri Ungliyan Bhi Jhulas Gaein Magar Ik Chiraagh Jala Nahi

Image
  در و بام سب نے سجا لیے، سبھی رَوشنی میں نہا لیے مِری اُنگلِیاں بھی جھُلس گئیں مگر اِک چراغ جلا نہیں Dar o Baam Sab Ne Saja Liye,Sabhi Roshni Mein Neha Liye Meri Ungliyan Bhi Jhulas Gaein Magar Ik Chiraagh Jala Nahi غمِ زِندگی! تِری راہ میں، شبِ آرزُو! تِری چاہ میں جو اُجڑ گیا وہ بسا نہیں، جو بِچھڑ گیا وہ مِلا نہیں Gham e Zindagi ! Teri Raah Mein,Shab e Aarzoo! Teri Chaah Mein Jo Ujad Gaya Woh Basa Nahi,Jo Bichad Gaya Woh Mila Nahi میرا ہمسفر جو عجِیب ہے تو عجِیب تر ہُوں مَیں آپ بھی مُجھے منزِلوں کی خبر نہیں، اُسے راستوں کا پتہ نہیں Mera Humsafar Jo Ajeeb Hai Tou Ajeeb-Tar Hoon Main Aap Bhi Mujhe Manzilon Ki Khabar Nahi , Usay Raston Ka Pata Nahi  

Jo Chiraagh Sare Bujha Chukay , Unhein Intezar Kahan Raha Ye Sukoon Ka Daur e Shadeed Hai ,Koi Be-Qarar Kahan Raha

Image
  جو چراغ سارے بُجھا چُکے، اُنھیں اِنتِظار کہاں رہا یہ سُکوں کا دَورِ شدِید ہے، کوئی بے قرار کہاں رہا Jo Chiraagh Sare Bujha Chukay , Unhein Intezar Kahan Raha Ye Sukoon Ka Daur e Shadeed Hai ,Koi Be-Qarar Kahan Raha جو دُعا کو ہاتھ اُٹھائے بھی، تو مُراد یاد نہ آ سکی کسی کارواں کا جو ذکر تھا، وہ پَسِ غُبار کہاں رہا Jo Dua Ko Haath Uthaye Bhi , Tou Murad Yaad Na Aa Saki Kisi Karwaan Ka Jo Zikar Tha , Woh Pas e Ghubar Kahan Raha یہ طلُوعِ روزِ ملال ہے،سو گِلہ بھی کِس سے کریں گے ہم کوئی دِل رُبا، کوئی دِل شکن، کوئی دِل فگار کہاں رہا Ye Tuloo e Roz Malaal Hai , So Gila Bhio Kis Se Kareingy Hum Koi Dil Raha , Koi Dil-Shikan , Koi Dil Fagar Kahan Raha کوئی بات خواب و خیال کی، جو کرو تو وقت کٹے گا اب ہَمیں موسموں کے مزاج پر، کوئی اعتبار کہاں رہا Koi Baat Khuwaab o Khayal Ki , Jo Karo Tou Tou Waqt Katay Ga Ab Humain Mousamon Ke Mizaj Par , Koi Aitbaar Kahan Raha ہَمیں کُو بہ کُو جو لیِے پِھری، کسی نقشِ پا کی تلاش تھی کوئی آفتاب تھا ضو فگن سرِ رہ گُزار کہاں رہا Humain Koo-Ba-Koo Jo Liye Phi...

Raat Tou Waqt Ki Paband Hai Dhal Jayegi Dekhna Ye Hai Chiraghon Ka Safar Kitna Hai

Image
Raat Tou Waqt Ki Paband Hai Dhal Jayegi Dekhna Ye Hai Chiraghon Ka Safar Kitna Hai