Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya Har Fikar Ko Dhouin Mein Udata Chala Gaya


 

Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya

Har Fikar Ko Dhouin Mein Udata Chala Gaya

 

Barbadiyun Ka Sog Mana Fazol Tha

Barbadiyun Ka Jishan Mata Chala Gaya

 

Jo Mil Gaya Usi Ko Muqaddar Samajh Lia

Jo Kho Gaya Main Usko Bhulata Chala Gaya

 

Gham Aur Khushi Mein Farq Na Mahsoos Ho Jahan

Main Dil Ko Us Muqaam Pe Lata Chala Gaya

Sahir Ludhianvi


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai