Posts

Showing posts from October, 2022

Jo Hein Be-Khata , Wahi Dar-Ba-Dar Ye Ajeeb Tarz e Nisab Hai Jo Gunah Karein Wahi Muatabar Ye Ajeeb Roz e Hisaab Hai

Image
مجھے خط ملا ہے غنیم کا بڑی عجلتوں میں لکھا ہوا کہیں رنجشوں کی کہانیاں کہیں دھمکیوں کا ہے سلسلہ مجھے کہہ دیا ہے امیر نے کرو حسنِ یار کا تذکرہ تمہیں کیا پڑی ہے کہ رات دن کہو حاکموں کو برا بھلا تمہیں فکرِ عمرِ عزیز ہے تو نہ حاکموں کو خفا کرو جو امیرِ شہر کہے تمہیں وہی شاعری میں کہا کرو کوئی واردات کہ دن کی ہو کوئی سانحہ، کسی رات ہو نہ امیرِ شہر کا ذکر ہو نہ غنیمِ وقت کی بات ہو کہیں تار تار ہوں عصمتیں مرے دوستوں کو نہ دوش دو جو کہیں ہو ڈاکہ زنی اگر تو نہ کوتوال کا نام لو کسی تاک میں ہیں لگے ہوئے مرے جاں نثار گلی گلی ہیں مرے اشارے کے منتظر مرے عسکری، مرے لشکری جو تمہارے جیسے جوان تھے کبھی میرے آگے رکے نہیں انہیں اس جہاں سے اٹھا دیا وہ جو میرے آگے جھکے نہیں جنہیں جان و مال عزیز تھے وہ تو میرے ڈر سے پگھل گئے جو تمہاری طرح اٹھے بھی تو انہیں بم کے شعلے نگل گئے مرے جاں نثاروں کو حکم ہے کہ گلی گلی یہ پیام دیں جو امیرِ شہر کا حکم ہے بِنا اعتراض وہ مان لیں جو مرے مفاد کے حق میں ہیں وہی عدلیہ میں رہا کریں مجھے جو بھی دل سے قبول ہوں سبھی فیصلے وہ ہوا کریں جنہیں مجھ سے کچھ نہیں واسطہ انہیں اپنے حال پہ...

Khamosh Hai Qalam Mera Chup Hai Meri Zuban Tay Ho Gaya Muamla Mera Ghaneem Se

Image
خاموش ہے قلم مرا چپ ہے مری زباں طے ہو گیا معاملہ میرا غنیم سے اتباف ابرک Khamosh Hai Qalam Mera Chup Hai Meri Zuban Tay Ho Gaya Muamla Mera Ghaneem Se Atbaf Abrak

Pas e Deewar Thaktay Ja Rahe Hein Shareek e Kar Thakty Ja Rahe Hein

Image
پسِ دیوار تھکتے جارہے ہیں شریکِ کار تھکتے جا رہے ہیں کہانی مختصر کرنا پڑے گی سبھی کردار تھکتے جا رہے ہیں خزاں کے قہقہے بتلا رہے ہیں گل و گلزار تھکتے جا رہے ہیں خبر دشمن کو تازہ دم کرے گی ہمارے یار تھکتے جا رہے ہیں کہیں ہے کچھ کمی اس کی تھکن ہے کہیں انبار تھکتے جا رہے ہیں یہاں سچ کا کوئی گاہک نہیں ہے بھرے بازار تھکتے جا رہے ہیں بھنور میں جو ہیں ان کا پوچھئے مت لگے جو پار تھکتے جا رہے ہیں محبت ہوتی پھر کچھ غم نہیں تھا یونہی بے کار تھکتے جا رہے ہیں وہاں موقع ملا تو پھر ملیں گے یہاں ہم یار تھکتے جا رہے ہیں گنہ گاروں سے ابرک ، کیا گلہ اب کہ نیکو کار تھکتے جا رہے ہیں اتباف ابرک

Ta Umar Ta'aqub Mein Rahi Aik Muhabbat Khoya Bhi Nahi Usko Tou Paaya Bhi Nahi

Image
تا عمر تعاقب میں رہی ایک محبت کھویا بھی نہیں اس کو تو پایا بھی نہیں ہے اتباف ابرک Ta Umar Ta'aqub Mein Rahi Aik Muhabbat Khoya Bhi Nahi Usko Tou Paaya Bhi Nahi Atbaf Abrak

Deewar Nahi Dar Nahi Saya Bhi Nahi Hai Is Par Woh Gaya Laot Ke Aaya Bhi Nahi Hai

Image
دیوار نہیں در نہیں سایہ بھی نہیں ہے اس پر وہ گیا، لوٹ کے آیا بھی نہیں ہے تا عمر تعاقب میں رہی ایک محبت کھویا بھی نہیں اس کو تو پایا بھی نہیں ہے بیٹھے ہیں پریشان، گنوایا اسے کیسے رستے میں کوئی موڑ تو آیا بھی نہیں ہے ہم نے ہی  بنا رکھے ہیں افسانے ہزاروں اس نے تو کبھی ہنس کے بلایا بھی نہیں ہے اک شخص نے چھوڑا ہے نگر جب سے یہ دل کا اپنا تو یہاں کیا ہو ، پرایا بھی نہیں ہے آئینے خفا ہم سے ہے کیوں شہر ہمارا ہم نے تو ابھی دیکھا، دکھایا بھی نہیں ہے تاوان جو مانگے ہے رہائی کے عوض تو اتنا تو مری زیست کمایا بھی نہیں ہے اتباف ابرک

Gar Qalam-Kar Ke Kehne Mein Nahi Aaega Tera Kirdar Kahani Se Nikal Jayega

Image
گر قلم کار کے کہنے میں نہیں آئے گا تیرا کردار کہانی سے نکل جائے گا یہ تماشا ہے ، تماشے میں یہی ہوتا ہے تجھ سے بہتر جو نبھائے گا، جگہ پائے گا اتباف ابرک Gar Qalam-Kar Ke Kehne Mein Nahi Aaega Tera Kirdar Kahani Se Nikal Jayega Ye Tamasha Hai Tamashay Mein Yahi Hota Hai Tujh Se Behtar Jo Nibhayega Jagah Paaye Ga Atbaf Abrak

Zindagi tujh se gila kya jo khafa hai mujh se Yoon bhi naaraz hua Jo bhi mila hai Mujh se

Image
زندگی تجھ سے گلہ کیا جو خفا ہے مجھ سے یوں بھی ناراض ہوا جو بھی ملا ہے مجھ سے Zindagi tujh se gila kya jo khafa hai mujh se Yoon bhi naaraz hua Jo bhi mila hai Mujh se Zoya Rao Wafaؔ

Mushkil boht tha ishq ki baazi ka jeetna Hum jeetnay k shauq mein haaray chalay gaye

Image
Mushkil boht tha ishq ki baazi ka jeetna Hum jeetnay k shauq mein haaray chalay gaye

Neem ke ped mein atka huaa chand Neem ke ped se chan chan ke barasta huwa dard

Image
Neem ke ped mein atka huaa chand Neem ke ped se chan chan ke barasta huwa dard Dard yaadon bhari tanhai ka Dard un yaadon ki raanai ka Rahi Masoom Raza

Wada tha Tera mujhae Mukammal krne ka Mera aadha abhi bhi tere pass pada hain

Image
Wada tha Tera mujhae Mukammal krne ka Mera aadha abhi bhi tere pass pada hain Aur mujhae abhi bhi Mukammal honae ka intazaar hain Sunanda वादा था तेरा मुझे मुकम्मल करने का मेरा आधा अभी भी तेरे पास पडा हैं और मुझे अभी भी मुकम्मल होने का इंतजार हैं सुनंदा

Jaao azad ho ab is dil ki kfas se tum Hum havaon ko bandh ke nahi rakhte

Image
Jaao azad ho ab is dil ki kfas se tum Hum havaon ko bandh ke nahi rakhte

Mere Chehre Se Na Andaza Lagana Ye Umar Mujh Peh Beeti Hai Buhat Main Ne Guzari Kam Hai

Image
میرے چہرے سے نہ اندازہ لگانا ! کہ یہ عمر مجھ پہ بیتی ہے بہت ! میں نے گزاری کم ہے Mere Chehre Se Na Andaza Lagana Ye Umar Mujh Peh Beeti Hai Buhat Main Ne Guzari Kam Hai

Har taraf har jagah beshumar aadmi Phir bhi tanhaiyon ka shikaar aadmi

Image
Har taraf har jagah beshumar aadmi Phir bhi tanhaiyon ka shikaar aadmi Nida fazli  

Aae maw'ra'ae feker aawaz de keh hum Khud se bechar gae hain tujhy dhondhte hoae

Image
اے ماورائے فکر اب آواز دے کہ ہم خود سے بچھڑ گئے ہیں تجھے ڈھونڈتے ہوئے Aae maw'ra'ae feker aawaz de keh hum Khud se bechar gae hain tujhy dhondhte hoae

Adal o Insaaf Faqat Hashar Par Mokqqf Nahi Zindagi Khud Bhi Gunahon Ki Saza Deti Hai

Image
Adal o Insaaf Faqat Hashar Par Mokqqf Nahi Zindagi Khud Bhi Gunahon Ki Saza Deti Hai Na-Maloom

Ishq Ne Seekh Hi Li Waqt Ki Taqseem Keh , Ab Woh Mujhe Yaad Tou Aata Hai Magar Kam Ke Baad

Image
Ishq Ne Seekh Hi Li Waqt Ki Taqseem Keh , Ab Woh Mujhe Yaad Tou Aata Hai Magar Kam Ke Baad Parveen Shakir

Mujh Ko Shikwah Hai Apni Aankhon Se Tum Na Aaye Tou Neend Kion Aai

Image
Mujh Ko Shikwah Hai Apni Aankhon Se Tum Na Aaye Tou Neend Kion Aai Jigar Murad Abadi

Na Baat Dil Ki Sunon Main Na Dil Sunay Meri Ye Sard Jang Hai Apne Ik Musheer Ke Saath

Image
نہ بات دل کی سنوں میں نہ دل سنے میری یہ سرد جنگ ہے اپنے ہی اک مشیر کے ساتھ Na Baat Dil Ki Sunon Main Na Dil Sunay Meri Ye Sard Jang Hai Apne Ik Musheer Ke Saath فہیم جوگاپوری Faheem Jogapori

Suna hai os ko sukhan k asul aate hain Kare kalam tu baton se phol aate hain

Image
Suna hai os ko sukhan k asul aate hain Kare kalam tu baton se phol aate hain Suna hai os k parhane mein hai methas aesi Keh bukhar bhi ho tu bachy school aate hain

"I mentioned you in my prayers" "This song reminds me of you"

Image
"I mentioned you in my prayers" "This song reminds me of you" "You were my in my dreams last night" "Whenever I visit this place, I feel you there" "You always say those words, I always read them with your voice" These kind of sentences are always my favorite, it reveals how important you are to them, even though we may not talk daily, we may not see each others for a while, but knowing that there's someone who's asking god to protect you & keep you safe, there's someone who can see your details, this is the best thing ever. It's beautiful when people remember you in everything they do. Nostalgica

Os k hum'nam tu buht dekhe main ne magr Leken Koi os jesa kahan ban paya

Image
Os k hum'nam tu buht dekhe main ne magr Leken Koi os jesa kahan ban paya

Dil ke khalish tu Sath rahy ge tamam Umar Durya e gham key par utar Jain hum tu Kya

Image
دل کی خلش تو ساتھ رہے گی تمام  عمر دریائے غم کے پار اتر جائیں ہم تو کیا Dil ke khalish tu Sath rahy ge tamam Umar Durya e gham key par utar Jain hum tu Kya

Ehbaab ne raqeeb ne dil ne rafique ne Yeh bhi raha na yaad k Kis Kis ne maat di

Image
Ehbaab ne raqeeb ne dil ne rafique ne Yeh bhi raha na yaad k Kis Kis ne maat di Sahir Ludhianvi

Zindagi youn hui basar tanha Qaafila saath aur safar tanha

Image
Zindagi youn hui basar tanha Qaafila saath aur safar tanha Gulzar

Kaheen gard bad mein at'ta howa Kaheen qaflon mein bata howa

Image
Kaheen gard bad mein at'ta howa Kaheen qaflon mein bata howa Mujhy dil laga k parhe ga kon Main hon warq warq phata howa

Aana parast hain dono Chatakh ke tootain gy Na main us se Na woh mujh se haarny Wala

Image
ﺍَﻧﺎ ﭘَﺮﺳﺖ ﮨﯿﮟ ﺩﻭﻧﻮﮞ ﭼَﭩﺦ ﮐﮯ ﭨُﻮﭨﯿﮟ ﮔﮯ ﻧﮧ ﻣﯿﮟ ﺍُﺱ ﺳﮯ، ﻧﮧ ﻭﮦ ﻣُﺠﮫ ﺳﮯ ﮨَﺎﺭﻧﮯ ﻭﺍﻻ Aana parast hain dono Chatakh ke tootain gy Na main us se Na woh mujh se haarny Wala

Kisi ne pocha Kabhi ishq hoa tha Hum ne muskura kar Kaha Keh aaj bhi hai

Image
Kisi ne pocha Kabhi ishq hoa tha Hum ne muskura kar Kaha Keh aaj bhi hai

Alvida gham e yaar teri jaan chhor di hum ne Likh kar aaj khud ko bewafa qalam tor di hum ne

Image
Alvida gham e yaar teri jaan chhor di hum ne Likh kar aaj khud ko bewafa qalam tor di hum ne

Kal raat jo khol ke dekhi yaadon ki kitaab Roh perhe ke kya kya khoya hum ne ae zindagi

Image
Kal raat jo khol ke dekhi yaadon ki kitaab Roh perhe ke kya kya khoya hum ne ae zindagi

Do not love half lovers Do not entertain half friends Do not live half a life

Image
آدھے عاشقوں سے محبت نہ کرو آدھے دوستوں کی تفریح نہ کریں۔ آدھی زندگی نہ گزاریں۔ اور آدھی موت نہ مرو اگر تم خاموشی کا انتخاب کرتے ہو تو خاموش رہو جب آپ بولیں تو ایسا کریں جب تک کہ آپ ختم نہ ہوجائیں کچھ کہنے کے لیے خود کو خاموش نہ کریں۔ اور خاموش رہنے کے لیے بات نہ کریں۔ اگر آپ قبول کرتے ہیں تو اس کا اظہار دو ٹوک انداز میں کریں۔ اس پر نقاب نہ ڈالیں۔ اگر آپ انکار کرتے ہیں تو اس کے بارے میں واضح کریں۔ کیونکہ ایک مبہم انکار صرف ایک کمزور قبولیت ہے۔ آدھا حل نہ مانیں۔ آدھی سچائیوں پر یقین نہ کریں۔ آدھا خواب مت دیکھو آدھی امیدوں کے بارے میں تصور نہ کریں۔ آدھا راستہ آپ کو کہیں نہیں ملے گا۔ آدھا خیال آپ کو کوئی نتیجہ نہیں دے گا۔ آدھی زندگی وہ زندگی ہے جو آپ نے نہیں گزاری ایک لفظ جو آپ نے نہیں کہا ایک مسکراہٹ جو آپ نے ملتوی کر دی۔ ایسی محبت جو آپ کو نہیں ملی ایسی دوستی جو آپ نہیں جانتے تھے۔ نصف نااہلی کا محض ایک لمحہ ہے۔ لیکن آپ اس قابل ہیں کہ آپ آدھا وجود نہیں ہیں۔ آپ ایک مکمل ہیں جو زندگی گزارنے کے لیے موجود ہیں۔ آدھی زندگی نہیں خلیل جبران Do not love half lovers Do not entertain half friends Do...

Aadmi Hote Hein Seenay Se Lagany Ke Liye Koi Insan Na Insan Ke Pavon Pakday

Image
آدمی ہوتے ہیں سینے سے لگانے کے لئے کوئی انسان نہ انسان کے پاؤں پکڑے Aadmi Hote Hein Seenay Se Lagany Ke Liye Koi Insan Na Insan Ke Pavon Pakday

Kabhi Jo Fitwah Deny Ka Mujhe Izan Mily Main Insan Ke Aagay Insan Ka Rona Haram Lekhon

Image
کبی جو فتویٰ دینے کا مجھے ازن ملے میں انسان کے اگے انسان کا رونا حرام لکھوں Kabhi Jo Fitwah Deny Ka Mujhe Izan Mily Main Insan Ke Aagay Insan Ka Rona Haram Lekhon

Aik Misra Bhi Jo Zinda Rahe Kafi Hai SABA Mere Har Shair Ki Shuhrat Ho Zaroori Tou Nahi

Image
پیدائش:14 اگست 1908ء Paidaish:Aug 14 , 1908          آگرہ، اتر پردیش Agrah ,U.P وفات:29 اکتوبر 1991ء Wafat:29 Oct 1991 اسلام آباد، پاکستان Islam Abad , Pakistan اس کو بھی ہم سے محبت ہو ضروری تو نہیں عشق ہی عشق کی قیمت ہو ضروری تو نہیں Us Ko Bhi Hum Se Muhabbat Ho Zaroori Tou Nahi Ishq Hi Ishq Ki Qeemat Ho Zaroori Tou Nahi ایک دن آپ کی برہم نگہی دیکھ چکے روز اک تازہ قیامت ہو ضروری تو نہیں Aik Din Aapki Barham Nighi Dekh Chukay Roz Ik Tazah Qayamat Ho Zaroori Tou Nahi میری شمعوں کو ہواؤں نے بجھایا ہوگا یہ بھی ان کی ہی شرارت ہو ضروری تو نہیں Meri Shama'aun Ko Hawaoun Ne Bujhaya Ho Ga Ye Bhi Unki Hi Sharat Ho Zaroori Tou Nahi اہل دنیا سے مراسم بھی برتنے ہوں گے ہر نفس صرف عبادت ہو ضروری تو نہیں Ahl e Dunya Se Marasam Bhi Baratne Hongy Har Nafas Sirf Ibadat Ho Zaroori Tou Nahi دوستی آپ سے لازم ہے مگر اس کے لئے ساری دنیا سے عداوت ہو ضروری تو نہیں Dosti Aap Se Lazim Hai Magar Is Ke Liye Sari Dunya Se Adawat Ho Zaroori Tou Nahi پرسش حال کو تم آؤ گے ...

Maloom hua kaise khizan ati hai gul par Seekha hai bikhharna tere inkar se main ne

Image
معلوم ہوا کیسے خزاں آتی ہے گل پر سیکھا ہے بکھرنا تیرے انکار سے میں نے Maloom hua kaise khizan ati hai gul par Seekha hai bikhharna tere inkar se main ne

Peechay Mod Mod Kar Na Dekho Ae MUNAWAR Badh Chalo Shehar Mein Ahbaab Tou Kam Hein Sagay Bhai Buhat

Image
پیچھے مڑ مڑ کر نہ دیکھو اے منورؔ بڑھ چلو شہر میں احباب تو کم ہیں سگے بھائی بہت   Peechay Mod Mod Kar Na Dekho Ae MUNAWAR Badh Chalo Shehar Mein Ahbaab Tou Kam Hein Sagay Bhai Buhat   منور بدایونی Munawar Badayuni

Aisa Koi Zindagi Se Wadah Tou Nahi Tha Tere Bina Jeenay Ka , Iradah Tou Nahi Tha

Image
ایسا کوئی زندگی سے وعدہ تو نہیں تھا تیرے بنا جینے کا , ارادہ تو نہیں تھا Aisa Koi Zindagi Se Wadah Tou Nahi Tha Tere Bina Jeenay Ka , Iradah Tou Nahi Tha   ﺗﯿﺮﮮ ﻟﯿﮯ ﺭﺍﺗﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﭼﺎﻧﺪﻧﯽ ﺍُﮔﺎﺋﯽ ﺗﮭﯽ ﮐﯿﺎﺭﯾﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺧﻮﺷﺒﻮ ﮐﯽ ﺭﻭﺷﻨﯽ ﻟﮕﺎﺋﯽ ﺗﮭﯽ Tere Liye Raton Mein Chandni Ugaai Thi Kiyarion Mein Khushbo Ki Roshni Lagaai Thi   ﺟﺎﻧﮯ ﮐﮩﺎﮞ ﭨُﻮﭨﯽ ﮬﮯ , ﮈﻭﺭ ﻣﯿﺮﮮ ﺧﻮﺍﺏ ﮐﯽ ﺧﻮﺍﺏ ﺳﮯ ﺟﺎﮔﯿﮟ ﮔﮯ ، ﺳﻮﭼﺎ ﺗﻮ ﻧﮩﯿﮟ ﺗﮭﺎ   Jane Kahan Tooti Hai , Dor Mere Khuwaab Ki Khuwaab Se Jageingy , Socha Tou Nahi Tha   شامیانے شاموں کے روز ھی سجائے تھے کتنی امیدوں کے مہمان بلائے تھے   Shamyane Shamon Ke Roz Hi Sajaye Thay Kitni Umeedon Ke Mehman Bulaye Thay   آ کے دروازے سے لوٹ گئے ھو یوں بھی کوئی آئے گا ، سوچا تو نہیں تھا   Aa Ke Darwazay Se Laot Gaye Ho Yun Bhi Koi Aaeiga , Socha Tou Nahi Tha   ایسا کوئی زندگی سے وعدہ تو نہیں تھا تیرے بنا جینے کا , ارادہ تو نہیں تھا   Aisa Koi Zindagi Se Wadah Tou Nahi Tha Tere Bina Jeenay Ka , Iradah Tou Nahi Tha   گلزار Gulzar  

Dad Banti Hai Bada Kam Kia Hai Hum Ne Dasbardar Hoe Mod Ke Na Dekha Usko

Image
Dad Banti Hai Bada Kam Kia Hai Hum Ne Dasbardar Hoe Mod Ke Na Dekha Usko Fakhra Batool

Wasal , Takrar , Bad-Gumani Hai Har Jagah Aik Hi Kahani Hai

Image
Wasal , Takrar , Bad-Gumani Hai Har Jagah Aik Hi Kahani Hai Aamiriat Hai Ishq Mein Bhi BATOOL Fard e Wahid Ki Hukamrani Hai Fakhra Batool

Ae Sitam Gar Zara Jhank Meri Aankhon Mein Zuban Se Piyar Ka Izhaar Zaroori Tou Nahi

Image
Dil Ke Lut Jane Izhar Zaroori Tou Nahi Ye Tamasha Sar e Bazar Zaroori Tou Nahi Mujhe Ishq Tha Teri Rooh Se Aur Ab Bhi Hai Jisam Se Ho Koi Sarokar Zaroori Tou Nahi   Main Tujhe Toot Ke Chahon Tou Meri Fitrat Hai Tu Bhi Ho Mera Talabgar Zaroori Tou Nahi Ae Sitam Gar Zara Jhank Meri Aankhon Mein Zuban Se Piyar Ka Izhaar Zaroori Tou Nahi

Chahat , Fikar , Aitemad ,Sadgi , Wafa Meri Inhi Aadaton Ne Mera Tamasha Bana Diya

Image
Chahat , Fikar , Aitemad ,Sadgi , Wafa Meri Inhi Aadaton Ne Mera Tamasha Bana Diya

Saqi Na Ho NASEER Tou , Weeran Hai Maikadah Aise Mein Kia Karein Gy Yahan Din Guzar Ke

Image
Saqi Na Ho NASEER Tou , Weeran Hai Maikadah Aise Mein Kia Karein Gy Yahan Din Guzar Ke Rakh Do Jo Apne Haathon Se Mayat Udar Ke Zarre Duaein Dein Meri Khaak e Mazar Ke Kaise Bhulaoun ? Saath Jo Guzre Jo Yaar Ke Do Din Hi Bas Naseeb Hoe Thay Bahar Ke Soraj Chadha Bhi , Dhal Bhi Gaya , Shaam Ho Gai Kuch Tou Kaho , Tum Aaye Kahan Din Guzar Ke? Naseer o Deen Naseer

Roshan Hamein Se Manzil Hasti Ke Marhalay Hum Karwaan Ke Saath Buhat Door Tak Chalay

Image
روشن ہمیں سے منزلِ ہستی کے مرحلے ہم کارواں کے ساتھ بہت دور تک چلے Roshan Hamein Se Manzil Hasti Ke Marhalay Hum Karwaan Ke Saath Buhat Door Tak Chalay اس شام ِغم کے بعد ہے اک ایسا راستہ جس میں چراغ جلتے ہیں ظلمات کے لیے Is Shaam e Gham Ke Bad Hai Ik Aisa Rasta Jis Mein Charagh Jaltay Hein Zulmaat Ke Liye اِک عہدِ نو بھی اپنا مداوا نہ کر سکا لطف و عطا کی گود میں جورُ ستم پلے Ik Ahd e Nou Bhi Apna Madawa Na Kar Saka Lutf o Aata Ki Goud Mein Jor o Sitam Palay چھیڑیں کسی کے گیسوئے برہم کی داستاں رنج و الم کی رات کسی طرح تو ٹلے Chaidengy Kisi Ke Gaisooye Barham Ki Dastan Ranj o Alam Ki Raat Kisi Tarah Tou Talay جلتی رہیں دیار محبت کی مشعلیں کیا جانے آفتابِ تمنا کہاں ڈھلے Jalti Rahein Diyar Muhabbat Ki Mashghalein Kia Jane Aaftaab e Tamanna Kahan Dhalay پھرتے ہیں لوگ چاک گریباں گلی گلی مجروح زندگی کو لگائے ہوئے گلے Phirtay Hein Log Chaak Gareban Gali Gali Majrooh Zindagi Ko Lagaye Hoe Galay ساغرؔ سلگ رہی ہے شگوفوں کی چاندنی سیرِ چمن کو نکلے ہیں دو چار دل جلے SAGHAR Sulag Rahi Hai Shagofon ...

Khushamad Jo Kare Funkar Hai Woh Jo Sach Boly Yahan Ghadar Hai Woh

Image
Khushamad Jo Kare Funkar Hai Woh Jo Sach Boly Yahan Ghadar Hai Woh Habib Jalib

Chaidein Kisi Ke Gaisoo e Barham Ki Dastan Ranj o Alam Ki Raat Kisi Tarah Tou Talay

Image
Chaidein Kisi Ke Gaisoo e Barham Ki Dastan Ranj o Alam Ki Raat Kisi Tarah Tou Talay Saghar Siddiqui

Zindagi Kia Kisi Muflis Ki Quba Hai Jis Mein Har Ghadi Dard Ke Paiwand Lagay Jate Hein

Image
Zindagi Kia Kisi Muflis Ki Quba Hai Jis Mein Har Ghadi Dard Ke Paiwand Lagay Jate Hein

Roya Kareingy Aap Bhi Pehron Isi Tarah Atka Kahein Jo Aap Ka Dil Bhi Meri Tarah

Image
Roya Kareingy Aap Bhi Pehron Isi Tarah Atka Kahein Jo Aap Ka Dil Bhi Meri Tarah Momin Khan Momin

Uljhi Thi Aqal o Hosh Mein SAGHAR Rah e Hayat Main Le Ke Tera Nam Fanah Se Guzar Gaya

Image
Uljhi Thi Aqal o Hosh Mein SAGHAR Rah e Hayat Main Le Ke Tera Nam Fanah Se Guzar Gaya Saghar Siddiqui

Zakham Dil Ke Sabhi Chupaye Gaye Aansooun Se Diye Jalaye Gaye

Image
زخم دل کے سبھی چھپائے گئے آنسوؤں سے دیے جلائے گئے Zakham Dil Ke Sabhi Chupaye Gaye Aansooun Se Diye Jalaye Gaye پوری کوشش ہمیں رلانے کی اور ہم تھے کہ مسکرائے گئے Pori Koshish Humain Rulane Ki Aur Hum Thay Keh Muskuraye Gaye کیا بتائیں کہ کب ملی منزل ہم تو ہر گام آزمائے گئے Kia Bataein Keh Kab Mili Manzil Hum Tou Har Gaam Aazmaye Gaye تھا مقدر کہ اب بچھڑنا ہے اس قدر اشک کیوں بہائے گئے؟ Tha Muqadar Keh Ab Bichadna Hai Is Qadar Ashk Kion Bahaye Gaye? خواب دیکھا کہ آ رہے ہیں وہ دل کے سب راستے سجائے گئے Khuwaab Dekha Keh Aa Rahe Hein Woh Dil Ke Sab Rastay Sajaye Gaye سوچتے ہیں کہ زندگی تجھ سے کس طرح عمر بھر نبھائے گئے ؟ Sochtay Hein Keh Zindagi Tujh Se Kis Tarah Umar Bhar Nibhaye Gaye? اک ذرا سے خلوص کی خاطر کیسے کیسے فریب کھائے گئے Ik Zara Se Khuloos Ki Khatir Kaise Kaise Faraib Khaye Gaye یاد کچھ خاص اب نہیں ہم کو پر نہ وعدے تِرے بھلائے گئے Yaad Kuch Khaas Ab Nahi Hum Ko Par Na Waday Tere Bhulaye Gaye فرزانہ ساجد Farzana Sajid