GUL AZ RAKHT AAMOKHTA NAZUK BADANI RA
************************************
GUL AZ RAKHT AAMOKHTA NAZUK BADANI RA
*BADANI RA*
*BADANI RA*
*BADANI RA*
*BADANI RA*
Gulab Ne Aapke Chehre Se Nazakat Ka Dars Lia Hai
BULBUL ZA TU AAMOKHTA SHEREEN SUKHANI RA
*SUKHANI RA*
*SUKHANI RA*
*SUKHANI RA*
*SUKHANI RA*
Bulbul Ne Apni Zubaan Ki Mithas Aap Se Seekhi
HAR KAS KEH LAB E LA'AL TURA-DEEDAH BA DIL GUFT
Jis Ne Bhi Aap Ke Surakh Hont Dekhe Tou Dil Se Kaha
HAQQA KEH CHE KHUSH-KUNDAH A'AQEEQ E YAMANI RA
*YAMANI RA*
*YAMANI RA*
*YAMANI RA*
*YAMANI RA*
Be-Shak Is Yamani Aaqeeq Ko Buhat Hi Khoobsorati Se Tarasha Gaya Hai
(YAMANI A'AQEEQ: Aik Surakh Rang Ka Qeemti Pathar)
KHAYYAT E AZAL DOKHTA BAR QAMAT E ZAIBA
Azal Ke Darzi Yani ALLAH Ne Aap Ke Khoobsorat Qad Par
DAR QAD TOU EIN JAMAH E SARO E CHAMANI RA
*CHAMANI RA*
*CHAMANI RA*
*CHAMANI RA*
*CHAMANI RA*
Bagh Ke Saro Ka Libas Siah Hai
(SARO:Aik Seedhi Makhroti Khushnuma Darakht)
AZ JAAMI BECHARA RASANEED SALAMAY
Bechare JAAMI Ki Taraf Se Salaam Pahoncha Do
BAR DARGAH E DARBAR E RASOOL E MADANI RA
*MADANI RA*
*MADANI RA*
*MADANI RA*
*MADANI RA*
Rasool e Madani Ke Darbar Ke Huzoor
************************************
Comments
Post a Comment