Woh ek shakhs jo meri kahani nahin samjha Meray alfaaz meri zabaani nahin samjha
Woh ek shakhs jo meri kahani nahin samjha
Meray alfaaz meri zabaani nahin samjha
Aur ussay gila hai keh main bolti bahut hoon
Shayad woh meray andhar ki veraani nahin samjha

Comments
Post a Comment