Posts

Showing posts from March, 2024

Zid peh aajaaon to mor kar bhi na dekhoon Tum ne dekha hi nahin mera patthar hona

Image
Zid peh aajaaon to mor kar bhi na dekhoon Tum ne dekha hi nahin mera patthar hona

Baqi to mukamal hai tamana ki amarat Ek guzray howay waqt ka shesha nahi milta

Image
باقی تو مکمل ہے تمنا کی عمارت اک گزرے ہوئے وقت کا شیشہ نہیں ملتا Baqi to mukamal hai tamana ki amarat Ek guzray howay waqt ka shesha nahi milta

Har khamoshi ana nahin hoti Kuch khamoshiyaan sabr bhi hoti hai

Image
Har khamoshi ana nahin hoti Kuch khamoshiyaan sabr bhi hoti hai

Koi ye kaisay bataye key wo tanha kyon hai Wo jo apna tha wohi aur kisi ka kyon hai??

Image
کوئی یہ کیسے بتائے کہ وہ تنہا کیوں ھے وہ جو اپنا تھا وھی اور کسی کا کیوں ھے؟؟ Koi ye kaisay bataye key wo tanha kyon hai Wo jo apna tha wohi aur kisi ka kyon hai??   یہی دُنیا ھے تو پِھر ایسی یہ دُنیا کیوں ھے؟؟ یہی ھوتا ھے، تو آخر یہی ھوتا کیوں ھے؟؟ Yehi duniya hai to phir aisi ye duniya kyon hai?? Yehi hota hai tk aakhir yehi hota kyon hai??   ایک ذرا ھاتھ بڑھا دیں تو پکڑ لیں دامن اُس کے سینے میں سما جائے ھماری دھڑکن Ek zara haath barha dain to pakar lain daaman Uskay seenay main sama jaye hamari dharkan   اتنی قُربت ھے تو پِھر فاصلہ اِتنا کیوں ھے؟؟ دلٍ برباد سے نِکلا نہیں اب تک کوئی Itni qurbat hai to phir faasla itna kyon hai? Dil-e-barbaad se nikla nahi ab tak koi   ایک لُٹے گھر پہ دیا کرتا ھے دستک کوئی آس جو ٹُوٹ گئی پِھر سے بندھاتا کیوں ھے؟؟ Aik lutay ghar pe diya karta hai dastak koi Aas jo toot gai phir se bandhaata kyon hai?   تم مسرّت کا کہو یا اِسے غم کا رِشتہ کہتے ھیں پیار کا رشتہ ھے جنم کا رِشتہ ھے جنم کا جو یہ رِشتہ تو بدلتا کیوں ھے؟؟ Tum musarat ka kaho ya isay ghum ka r

Zindgi uljha hua soda hai Umreen leta hai, ek pal de kar

Image
زندگی الجھا ہوا سودا ہے عمریں لیتا ہے ، اک پل دے کر Zindgi uljha hua soda hai Umreen leta hai, ek pal de kar Gulzaar

Phir har cheez se dil uth gaya Phir wahi uljhanein humhari hai

Image
Phir har cheez se dil uth gaya Phir wahi uljhanein humhari hai Wajid Shaikh

Phir bhi mazi ka khayal aata hai gahay gahay Mudatain dard ki loo kam to nahi kar saktien

Image
پھر بھی ماضی کا خیال آتا ہے گاہے گاہے مدتیں درد کی لو کم تو نہیں کر سکتیں   Phir bhi mazi ka khayal aata hai gahay gahay Mudatain dard ki loo kam to nahi kar sakti'in   زخم بھر جائیں مگر داغ تو رہ جاتا ہے دوریوں سے کبھی یادیں تو نہیں مر سکتیں Zakham bhar jaien magar daagh to reh jata hai Doriyoon se kabhi yadain to nahi mar saktien

Mein bhee apanee gatharee kholoon tou bhee apanee gaathen khole baad kee baatein baad mein hongee pahale dil kee baat to holey

Image
मैं भी अपनी गठरी खोलूँ तू भी अपनी गाठें खोले बाद की बातें बाद में होंगी पहले दिल की बात तो होले Mein bhee apanee gatharee kholoon tou bhee apanee gaathen khole baad kee baatein baad mein hongee pahale dil kee baat to holey

Asan nahi e dil chahat ka bhula dena Ishk ki duniya me Sambhal sambhal ke chalte hain

Image
Asan nahi e dil chahat ka bhula dena Ishk ki duniya me Sambhal sambhal ke chalte hain Gir gir ke sambhalte hain Ik aag si sine me,ja kar kise dikhlaye Jakhm mile itne koi kaise sambhal paye Dhuan sa nikalta hai Koi ghav sa rishta hai Aankh ke paani ko bas Pani hi samjha Ye vo dard ka hissa hai Jo ander ghut'ta hai Chain mile ab tu,jab dum hi nikal jaye Asaan nahi e dil MS

I will identify your face and answer You give me a question equal to my height

Image
I will identify your face and answer You give me a question equal to my height Aziz Indori I will recognize your side and answer You give me a question equal to my height Aziz Indori

See my friend, Mary Gallan God give me your words.

Image
See my friend, Mary Gallan God give me your words. See my friend, my cheeks, Your words are also with God

How would you give someone the account of your deeds All the questions were wrong, how could you have answered?

Image
How would you give someone the account of your deeds All the questions were wrong, how could you have answered? Munir Nyazi How to give someone account of their actions? All the questions were wrong, what would they answer? Muneer Niazi

Mujh ko sooli par charha kar dukhi hai duniya Woh meri maut nahin aankhon mein darr maangti hai

Image
Mujh ko sooli par charha kar dukhi hai duniya Woh meri maut nahin aankhon mein darr maangti hai

Hum teray hijar main ek shaam phir aisay roye Jaisay kohsaar ka dil cheer key jharna photay

Image
ہم ترے ہجر میں اک شام پھر ایسے روئے جیسے کہسار کا دل چیر کے جھرنا پھوٹے. Hum teray hijar main ek shaam phir aisay roye Jaisay kohsaar ka dil cheer key jharna photay

Gar Ek sham mere naam ho jaye Khoobsurat si jine ki vajah ho jaye

Image
Gar Ek sham mere naam ho jaye Khoobsurat si jine ki vajah ho jaye Mil jaye khamosh labo ko jumbish Khoobsurat si gazal ho jaye Kawal ko mile tazgi Teri garm sanso se Tera hath ho meri dhadkan per Mere jine ki vajah ho jaye Gar,ek sham mere naam ho jaye MS

Tu hai souraj tujhe kaha maloom raat ka dukh Tu kise rooz mere ghar men utar shaam ke baad

Image
Tu hai souraj tujhe kaha maloom raat ka dukh Tu kise rooz mere ghar men utar shaam ke baad

Haven't come down from the heart after a million tries That person dominates my heart in such a way

Image
Haven't come down from the heart after a million tries That person dominates my heart in such a way Haven't come out of heart after millions of tries That person dominates my mind so much

Hazar raahain mud key daikhain Kahin se koi sada na aai

Image
ہزار راہیں مُڑ کے دیکھیں کہیں سے کوئی صدا نہ آئی بڑی وفا سے نبھائی تم نے  ہماری تھوڑی سی بے وفائی جہاں سے تم موڑ مڑ گئے تھے یہ موڑ اب بھی وہیں پڑے ہیں ھم اپنے پیروں میں جانے کتنے بھنور لپیٹے ہوئے کھڑے ہیں کہیں کسی روز یوں بھی ہوتا ہماری حالت تمہاری ہوتی جو رات ہم نے گزاری مَر کے  وہ رات تم نے گزاری ہوتی تمہیں یہ ضد تھی کہ ہم بلاتے ہمیں یہ اُمید وہ پُکاریں بے  نام ہونٹوں پہ اب بھی لیکن  آواز میں پڑ گئی دراڑیں گلزار Hazar raahain mud key daikhain Kahin se koi sada na aai Bari wafa se nibhai tum ne Hamari thori si bewafai Jahan se tum mod mur gaye thay Ye mod ab bhi wahin paray hain Hum apnay pairoon main janay kitnay Bhanwar lapaitay howay kharay hain Kahin kisi roz youn bhi hota Hamari halat tumhari hoti Jo raat hum ne guzari mar key Wo raat tum ne guzaari hoti Tumhain ye zid thi key hum bulatay Hamain ye umeed wo pukarain Hai naam honton pe ab bhi laikin Aawaz main par gai dararain. Gulzar

Kabhi wo shakhs tha , hum thay, aur itni batain thin Aur ab wo shakhs hai, hum hain aur aik khamoshi hai

Image
کبھی وہ شخص تھا ، ہم تھے ،اور اتنی باتیں تھیں اور اب وہ شخص ہے ، ہم ہیں اور ایک خاموشی ہے. Kabhi wo shakhs tha , hum thay, aur itni batain thin Aur ab wo shakhs hai, hum hain aur aik khamoshi hai

Wo rut bhi aiy ke main phool ki saheli hui Mehak mein champa kali, roop mein chambeli hui

Image
وہ رُت بھی آئی کہ میں پھول کی سہیلی ہوئی مہک میں چمپا کلی روپ میں چنبیلی ہوئی   Wo rut bhi aiy ke main phool ki saheli hui Mehak mein champa kali, roop mein chambeli hui   جو حرفِ سادہ کی صورت ہمیشہ لکھی گئی وہ لڑکی تیــــــرے لیے کس طرح پہیلی ہوئی Jo harf e sada ki soorat hamesha likhhi gaiy Wo ladki tere liye kis tarah paheli hui   پروین شــــــاکر Parveen Shakir

Machi hai khhalbali aisi nazar ke angan mein Ke jaise main tera deedar karne wala hoon

Image
مچی ہے کھلبلی ایسی نظر کے آنگن میں کہ جیسے میں ترا دیدار کرنے والا ہوں حیا کے رنگ سے گلزار ہو گیا چہرہ پتہ ہے اس کو کہ میں پیار کرنے والا ہوں سبودھ لال ساقی Machi hai khhalbali aisi nazar ke angan mein Ke jaise main tera deedar karne wala hoon Haya ke rang se gulzar ho gaya chehra Pata hai us ko ke main pyar karne wala hoon Saboodh Lal Saqi

Jab us pari jamal ka zanu ho zer e sar Kia arzu e takht e Sulaiman kare koi

Image
جب اُس پری جمال کا زانو ہو زیرِ ســــــر کیا آرزوئے تختِ سلیمــــــاں کرے کوئی ڈر ہے بِکھــــــــر نہ جائے در و بَستِ زندگی زُلفوں کو اِس طرح نہ پریشاں کرے کوئی حُسین انجــــــــــم Jab us pari jamal ka zanu ho zer e sar Kia arzu e takht e Sulaiman kare koi Dar hai bikhher na jaye dar o bast e zindagi Zulfon ko is tarah na pareshan kare koi Hussain Anjum

Youn nazar daliye ke ehd e khizan Ehtiraman bahar ban jaye

Image
یوں نظر ڈالیے کہ عہدِ خزاں احتراماً بہار بن جائے سید عبدالحمید عدمؔ Youn nazar daliye ke ehd e khizan Ehtiraman bahar ban jaye Syed Abdul Hameed Adam

Is qadar rayegan main hoon to nahi Jitni ehsas e ziyan hai mujh mein

Image
اس قدر رائیگاں میں ہوں تو نہیں جتنا احساسِ زیاں ہے مجھ میں واجد امیر Is qadar rayegan main hoon to nahi Jitni ehsas e ziyan hai mujh mein Wajid Ameer

Shayed ek wasl ke imkan mein rakha hua hai Dil ne muddat se tujhe dhiyan mein rakha hua hai

Image
شاید اک وصل کے امکان میں رکھا ہوا ہے دل نے مدت سے تجھے دھیان میں رکھا ہوا ہے یوسف علی یوسف Shayed ek wasl ke imkan mein rakha hua hai Dil ne muddat se tujhe dhiyan mein rakha hua hai Yousuf Ali Yousuf

Waqt chun le ga agar sab jan fiza narmahaten Phir dilon mein khhurdri yakh bastagi reh jaye gi

Image
وقت چن لے گا اگر سب جانفزا نرماہٹیں پھر دلوں میں کھردری یخ بستگی رہ جائے گی ساحر حسیب Waqt chun le ga agar sab jan fiza narmahaten Phir dilon mein khhurdri yakh bastagi reh jaye gi Sahir Haseeb

Firaq o wasl ke mani badal ke rakh de ga Tere khayal ka hona mere khayal ke paas

Image
فراق و وصل کے معنی بدل کے رکھ دے گا ترے خیـــال کا ہونا مرے خیـــال کـے پاس شہپرؔ رسول Firaq o wasl ke mani badal ke rakh de ga Tere khayal ka hona mere khayal ke paas Shehpar Rasool

Wo yaksar mukhtalif hai, munfarid pehchan rakhta hai Ek aiyne ki soorat shehr ko hairan rakhta hai

Image
وہ یکسر مختلف ہے منفرد پہچان رکھتا ہے اک آئینے کی صورت شہر کو حیران رکھتا ہے اعتبار ساجدؔ Wo yaksar mukhtalif hai, munfarid pehchan rakhta hai Ek aiyne ki soorat shehr ko hairan rakhta hai Aitbar Sajid

Sabhi chiragh jalane ke baad mujh pe khhula Tumhara lams zaruri hai raushni ke liye

Image
سبھی چراغ جلانے کے بعد مُجھ پہ کُھلا ‏تمہارا لمس ضروری ہے روشنی کے لیے سید مہدی بخاری Sabhi chiragh jalane ke baad mujh pe khhula Tumhara lams zaruri hai raushni ke liye Syed Mehdi Bukhari

Ankhon ke chiraghon mein ujale na rahen ge Aa jao ke phir dekhne wale na rahen ge

Image
آنکھوں کے چراغوں میں اُجالے نہ رہیں گے آ جاؤ کہ پھر دیکھنے والے نہ رہیں گے Ankhon ke chiraghon mein ujale na rahen ge Aa jao ke phir dekhne wale na rahen ge

Kal shab hawa ne mera ishara samajh lia Uth kar mujhe chiragh bujhana nahi pada

Image
کل شَب ہوا نے میرا اشارہ سمجھ لیا اُٹھ کر مجھے چراغ بجھانا نہیں پڑا Kal shab hawa ne mera ishara samajh lia Uth kar mujhe chiragh bujhana nahi pada

Aj ghar se chala hoon yehi soch kar Ya to nazren nahi ya nazara nahi

Image
آج گھر سے چلا ہوں یہی سوچ کر یا تو نظریں نہیں یا نظارہ نہیں قمر جلالوی Aj ghar se chala hoon yehi soch kar Ya to nazren nahi ya nazara nahi Qamar Jalalvi

Fasana keh rahe hain aj wo apni muhabbat ka Khuda aisa kare, mera kahin par naam aaa jaye

Image
فسانہ کہہ رہے ہیں آج وہ اپنی محبت کا خدا ایسا کرے، میرا کہیں پر نام آ جائے Fasana keh rahe hain aj wo apni muhabbat ka Khuda aisa kare, mera kahin par naam aaa jaye

Yad hain marhale muhabbat ke Haye us be kali mein kia kuch tha

Image
یاد ہیں مرحلے محبت کے ہائے اس بے کلی میں کیا کچھ تھا ناصر کاظمی Yad hain marhale muhabbat ke Haye us be kali mein kia kuch tha Nasir Kazmi

Ye maloom hota hai tum samne ho Tumhen jab tasavvur mein hum dekhte hain

Image
یہ معلوم ہوتا ہے تم سامنے ہو تمہیں جب تصور میں ہم دیکھتے ہیں قمر جلالوی Ye maloom hota hai tum samne ho Tumhen jab tasavvur mein hum dekhte hain Qamar Jalalvi

Jise bhi hon adab adaab dekh sakta hai Koi bhi shakhs tere khwab dekh sakta hai

Image
جسے بھی ہوں ادب آداب دیکھ سکتا ہے کوئی بھی شخص ترے خواب دیکھ سکتا ہے جمال احسانی Jise bhi hon adab adaab dekh sakta hai Koi bhi shakhs tere khwab dekh sakta hai Jamal Ehsani

Armanon ki ek bheed lagi rehti hai din rat Dil tang nahi, khair se mehman bohat hain

Image
ارمانوں کی اِک بِھیڑ لگی رہتی ہے دِن رات دِل تنگ نہیں خیر سے مہمان بہت ہیں پیر سید نصیرالدین نصیر شاہ گیلانی Armanon ki ek bheed lagi rehti hai din rat Dil tang nahi, khair se mehman bohat hain Peer Syed Naseeruddin Naseer Shah Gilani

Lakh sajdon mein bhi tu us se nahi mil paya Hum ne ek jaam mein deedar kiya hai us ka

Image
لاکھ سجدوں میں بھی تُو اُس سے نہیں مل پایا ہم نے اِک جام میں دیدار کیا ہے اُس کا مُرید باقؔر انصاری Lakh sajdon mein bhi tu us se nahi mil paya Hum ne ek jaam mein deedar kiya hai us ka Mureed Baqar Ansari

Gulaab, khuwab, dawaa, zehr, jaam, kia kia hai Main aa gaya hoon, bata, intizam kia kia hai

Image
گلاب، خواب، دوا، زہر، جام، کیا کیا ہے میں آ گیا ہوں بتا، انتظام کیا کیا ہے Gulaab, khuwab, dawaa, zehr, jaam, kia kia hai Main aa gaya hoon, bata, intizam kia kia hai   فقیر، شاہ، قلندر، امام، کیا کیا ہے تجھے پتہ نہیں، تیرا غلام کیا کیا ہے Faqeer, shah, qalandar, imam, kia kia hai Tujhe pata nahi tera ghulam kia kia hai   زمیں پہ سات سمندر، سَروں پہ سات آکاش میں کچھ نہیں ہوں مگر اہتمام کیا کیا ہے Zameen pe sat samundar saron pe sat akash Main kuch nahi hoon magar ehtimam kia kia hai   راحت اندوری Rahat Indori

Sansen girti nahi tooti hui tasbeek ki tarah Umr lagti hai meri jan ,jan se jate

Image
سانسیں گرتی نہیں ٹوٹی ہوئی تسبیح کی طرح عمر لگتی ہے میری جان، جان سے جاتے Sansen girti nahi tooti hui tasbeek ki tarah Umr lagti hai meri jan ,jan se jate

Un ki chaukhhat pe jo ji bhar ke bahaye main ne Ye wo ansu hain jo logon se chhupaye main ne

Image
اُن کی چوکھٹ پہ جو جی بھر کے بہائے میں نے یہ وہ آنسو ہیں جو لوگوں سے چُھپائے میں نے (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کاشف نعمان کاشی Un ki chaukhhat pe jo ji bhar ke bahaye main ne Ye wo ansu hain jo logon se chhupaye main ne (Sal Allaho Alaihe Wa Alehi Wasallam) Kashif Noman Kashi

Ghag Che Rata Wokri Ra Jwady Shama More Du Awaz Na De Loogy Shama

Image
Ghag Che Rata Wokri Ra Jwady Shama More Du Awaz Na De Loogy Shama

Sta Du Yaad Marghu Che Neesama BAQARA Rana Paate Pu Lasoono Ke Wazar Shi

Image
Sta Du Yaad Marghu Che Neesama BAQARA Rana Paate Pu Lasoono Ke Wazar Shi Baqar

Zu Ba Tola Sta Du Stargo Na Loogy Kram More Mala Ku Khudaye Wak Du Dunya Rakar

Image
Zu Ba Tola Sta Du Stargo Na Loogy Kram More Mala Ku Khudaye Wak Du Dunya Rakar

Yara Ku Was Mi Rasedaly Laka Spogmai Ba De Pa Sar Walada Woma

Image
Yara Ku Was Mi Rasedaly Laka Spogmai Ba De Pa Sar Walada Woma

Che Ehsas Du Tanhaaye Warsara Na Vi Dase Yaar Na Tanhaaye Ke Umar Kha Dy

Image
Che Ehsas Du Tanhaaye Warsara Na Vi Dase Yaar Na Tanhaaye Ke Umar Kha Dy Rehman Baba

Qasam Pu Khudaaye Che Da Wajood Mi Tol Sadu Woneesi Laas Che Pu Sawaal Bazar Ke Khukali Pukhtana Woneesi

Image
قسم په خداې چي دا وجود مي ټول ساړه ونيسي لاس چي په سوال بازار کى ښکلي پختانه ونيسي Qasam Pu Khudaaye Che Da Wajood Mi Tol Sadu Woneesi Laas Che Pu Sawaal Bazar Ke Khukali Pukhtana Woneesi

Zama Tote Tote Zadgiya Tu Che Jodegy Zu Ba Tore Khore Yama

Image
زما ټوټی ټوټی زړګیه ته چی جوړیږی زه به تورې خاوری یمه Zama Tote Tote Zadgiya Tu Che Jodegy Zu Ba Tore Khore Yama  

Deedan Du Khuwar Patti Ghala Da Na Pre Modh Shi Na Ba Wotadi Pandona

Image
ديدن د خوار پټي غَله ده نه به پرې موړ شې نه به وتړې پنډونه Deedan Du Khuwar Patti Ghala Da Na Pre Modh Shi Na Ba Wotadi Pandona

Akhtar Ta Wraze Pu Shmaar Paate Pu Zrru Meerate Ba Du Cha Lare Sareena

Image
اختر ته ورځې په شمار پاتې په زړه میراتې به د چا لارې څارینه Akhtar Ta Wraze Pu Shmaar Paate Pu Zrru Meerate Ba Du Cha Lare Sareena