Machi hai khhalbali aisi nazar ke angan mein Ke jaise main tera deedar karne wala hoon



مچی ہے کھلبلی ایسی نظر کے آنگن میں
کہ جیسے میں ترا دیدار کرنے والا ہوں

حیا کے رنگ سے گلزار ہو گیا چہرہ
پتہ ہے اس کو کہ میں پیار کرنے والا ہوں
سبودھ لال ساقی

Machi hai khhalbali aisi nazar ke angan mein
Ke jaise main tera deedar karne wala hoon

Haya ke rang se gulzar ho gaya chehra
Pata hai us ko ke main pyar karne wala hoon

Saboodh Lal Saqi


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai