Khuda Se Yeh Nahi Manga Keh Koi Hoor Mily Bas Aik Shakhs Ki Chahat Thi Woh Zaroor Mily
Khuda Se Yeh Nahi Manga Keh Koi Hoor Mily
Bas Aik Shakhs Ki Chahat Thi Woh Zaroor Mily
Mujhe Woh Mil Nahi Paya Toh Koi Baat Nahi
Mery Dua Hai Keh Usko Koi Zaroor Mily

Comments
Post a Comment