Posts

Mere Hamnafas Tu Chirag Tha,Tujhe Kya Khabar Mere Haal Ki Keh Jiya Main Kaise Dhuaan-Dhuaan Tere Saath Bhi, Tere Baad Bhi

Image
Mere Hamnafas Tu Chirag Tha,Tujhe Kya Khabar Mere Haal Ki Keh Jiya Main Kaise Dhuaan-Dhuaan Tere Saath Bhi, Tere Baad Bhi

Hum Mein Jurat Ki Kami Kal Ki Tarah Aaj Bhi Hai Tishnagi Kis Ke Labon Par Tujhe Tehreer Karen

Image
ہم میں جرأت کی کمی کل کی طرح آج بھی ہے تشنگی کس کے لبوں پر تجھے تحریر کریں Hum Mein Jurat Ki Kami Kal Ki Tarah Aaj Bhi Hai Tishnagi Kis Ke Labon Par Tujhe Tehreer Karen

Unn Ka Zikar Unn Ki Tamanna Unn Ki Yaad Waqt Kitna Qeemati Hai Aaj Kal

Image
ان کا ذکر ان کی تمنا ان کی یاد وقت کتنا قیمتی ہے آج کل Unn Ka Zikar Unn Ki Tamanna Unn Ki Yaad Waqt Kitna Qeemati Hai Aaj Kal

Ab Phir Poochtay Ho Muqaam Apna Keh Jo Diya "Zindagi Ho Tum"

Image

Wa-e-Naadaani Ke Waqt-e-Marg Ye Saabit Hua Khwaab Tha Jo Kuch Ke Dekha Jo Suna Fasaana Tha (Khwaja Mir Dard)

Image

Kal raat jo khol kar dekhi yaadon ki ketab Ro pare keh kea kea khoya hai hum ne ae zindagi

Image
Kal raat jo khol kar dekhi yaadon ki ketab Ro pare keh kea kea khoya hai hum ne ae zindagi

Ishq itney kareeb se guzra Hum yeh smjhey ki bass ho hi gya

Image
Ishq itney kareeb se guzra Hum yeh smjhey ki bass ho hi gya