Posts

Showing posts from November, 2026

Karam Ko Mere Sitam Samajhna Sitam Ko Bhi Ik Azab Kehna Tumhein Toh Adat See Ho Gai Hai Samandaron Ko Sarab Kehna

Image
Karam Ko Mere Sitam Samajhna Sitam Ko Bhi Ik Azab Kehna Tumhein Toh Adat See Ho Gai Hai Samandaron Ko Sarab Kehna

Kitna Tanhaion Ko Rulata Hai Ab Bheegy Aankhon Ka Woh Mukhtasar Bolna

Image
Kitna Tanhaion Ko Rulata Hai Ab Bheegy Aankhon Ka Woh Mukhtasar Bolna Sayeda Nasreen Naqash

Uska Hi Gham Nahi Gham Dunya Bhi Hai Mujhe Mana Nejat Us Se Mili Uske Bad Kia

Image
Uska Hi Gham Nahi Gham Dunya Bhi Hai Mujhe Mana Nejat Us Se Mili Uske Bad Kia Sayeda Nasreen Naqash

Pocha Us Ne Jab Kabhi Mere Dil Ka Haal Jaise Aankhon Mein Simat Aaye Guzre Saal

Image
Pocha Us Ne Jab Kabhi Mere Dil Ka Haal Jaise Aankhon Mein Simat Aaye Guzre Saal Sayeda Nasreen Naqash

Yun Bhi Kisi Ki Yaad Se Khela Na Kijiye Danesta Dil Ke Zakham Kureda Na Kijiye

Image
Yun Bhi Kisi Ki Yaad Se Khela Na Kijiye Danesta Dil Ke Zakham Kureda Na Kijiye Sayeda Nasreen Naqash

Mit Gaya Tarz Muhabbat Uth Gayi Rasm e Wafa Kuch Nahi Dunya Mein Baqi Dosty Ke Nam Se

Image
Mit Gaya Tarz Muhabbat Uth Gayi Rasm e Wafa Kuch Nahi Dunya Mein Baqi Dosty Ke Nam Se Sayeda Nasreen Naqash

Qadam Qadam Peh Sitare Bicha Ke Rasty Mein Woh Asman e Nazar Se Guzar Gaya Hai Abhi

Image
Qadam Qadam Peh Sitare Bicha Ke Rasty Mein Woh Asman e Nazar Se Guzar Gaya Hai Abhi Sayeda Nasreen Naqash

Dekhiye Kis Simat Mein Ly Jaye Ga Rukh Badalty Waqt Ka Darya Mujhe

Image
Dekhiye Kis Simat Mein Ly Jaye Ga Rukh Badalty Waqt Ka Darya Mujhe Sayeda Nasreen Naqash

Raham Wurok Shi Zulam Der Shi SaReetob Da SaRo Her Shi Yaw Soor Aoor Tre Na Chaper Shi Har Sok Khpal Azab Ke Ger Shi

Image
Raham Wurok Shi Zulam Der Shi SaReetob Da SaRo Her Shi Yaw Soor Aoor Tre Na Chaper Shi Har Sok Khpal Azab Ke Ger Shi Ghani Khan

Da Rabab Pa Har Yaw Taar Ke Beil Beil Hung Dy Da Mutrib Pa Laas Tre JoRa Tarana Shi

Image
Da Rabab Pa Har Yaw Taar Ke Beil Beil Hung Dy Da Mutrib Pa Laas Tre JoRa Tarana Shi Hamza Baba

Bega Yawa Wada Kawa Saba Yawa Wada Bega Saba Che Ter Shi Kawa Bya Yawa Wada

Image
Bega Yawa Wada Kawa Saba Yawa Wada Bega Saba Che Ter Shi Kawa Bya Yawa Wada Hamza Baba

Ghairaty Zama Arman Sho Che Pukhtoon Sho Musalman Sho

Image
Ghairaty Zama Arman Sho Che Pukhtoon Sho Musalman Sho Hamza Baba

Sok De Rakandi Qasam Pa Kirdegaar Ku Daram Laram Pa Kor Ke Ya Deenar

Image
Sok De Rakandi Qasam Pa Kirdegaar Ku Daram Laram Pa Kor Ke Ya Deenar Rehman Baba

Be Libasa Tom Raghaly De Dunya Ta Domra Mando Ke Mi Yaw Kafan Naseeb Sho

Image
Be Libasa Tom Raghaly De Dunya Ta Domra Mando Ke Mi Yaw Kafan Naseeb Sho ************************************* Was Pa Ma Khavry ARavi Pa De Sawab Gaty Kho Jwandon Bande De Khalqo Laas RakaRy Na Dy

Gar Tu Dary Dil Mian Seena Kaj Ae Che Sodar Tu Girafty Rah Haj

Image
Gar Tu Dary Dil Mian Seena Kaj Ae Che Sodar Tu Girafty Rah Haj

Garjah Dary Aarzo Azman Maro Ae Sada Kho Kard Aen Chanen Be Aabro Gar Dedan Toh Koo Bakoo

Image
Garjah Dary Aarzo Azman Maro Ae Sada Kho Kard Aen Chanen Be Aabro Gar Dedan Toh Koo Bakoo

Ae Banda Dar Ranj o Bala Hargiz Makhwan Ghair Khuda Choon Nestam Az Toh Juda Ba Qadartam Man Soo Basoo

Image
Ae Banda Dar Ranj o Bala Hargiz Makhwan Ghair Khuda Choon Nestam Az Toh Juda Ba Qadartam Man Soo Basoo

Chalasest Dar Hub Islaf Maho Cho Aan Zedo Aan Amro Dar Ilam Naho

Image
Chalasest Dar Hub Islaf Maho Cho Aan Zedo Aan Amro Dar Ilam Naho

Ye haqeeqat hai jahan toot ke chaha jaae Wahan bichharne ke imkan hua karte hain

Image
یہ حقیقت ہے جہاں ٹوٹ کے چاہا جاۓ وہاں بچھڑنے کے امکان ہوا کرتے ہیں Ye haqeeqat hai jahan toot ke chaha jaae Wahan bichharne ke imkan hua karte hain

Tera ghuroor samaya hai is qadar dil mein Nigah bhi na milaoun jo badshah mile

Image
ترا غرور سمایا ہے اس قدر دل میں نگاہ بھی نہ ملاؤں جو بادشاہ ملے Tera ghuroor samaya hai is qadar dil mein Nigah bhi na milaoun jo badshah mile مرزا داغ دہلوی Mirza Dagh Dehlvi

Kuch tabiyat aj kal pata hoon ghhabraai hui Shehr bhar mein hai udasi har taraf chhaai hui

Image
کچھ طبیعت آج کل پاتا ہوں گھبرائی ہوئی شہر بھر میں ہے اداسی ہر طرف چھائی ہوئی Kuch tabiyat aj kal pata hoon ghhabraai hui Shehr bhar mein hai udasi har taraf chhaai hui ہائے رے غارت گر صبر و شکیبائی ہوئی وہ تری ترچھی نظر وہ آنکھ شرمائی ہوئی Haae re gharat gar e sabr o shakebaai hui Wo teri tirchhi nazar, wo ankh sharmaai hui

Aashiqon Ki Jaib Par Yunhi Dabao Barh Gaye Aap Aaye Shehar Mein, Phoolon Ke Bhao Barh Gaye

Image
عاشقوں کی جیب پر یونہی دباؤ بڑھ گئے آپ آئے شہر میں، پھولوں کے بھاؤ بڑھ گئے Aashiqon Ki Jaib Par Yunhi Dabao Barh Gaye Aap Aaye Shehar Mein, Phoolon Ke Bhao Barh Gaye آپ کی خاطر رہا پہلے رقیبوں میں فساد دوستوں کے درمیاں بھی اب تناؤ بڑھ گئے بات کیا پھیلی کہ اُس کو شاعری سے اُنس ہے سب جواں لڑکوں میں اُردو سے لگاؤ بڑھ گئے آپ کی آنکھوں پہ دو مصرعے کہے اِس رند نے زاہدوں میں آپ سے ملنے کے چاؤ بڑھ گئے ہم نے آنکھیں بھی جلا دیں رات جلتے دل کے ساتھ یاد کے آتشکدے میں دو الاؤ بڑھ گئے دربدر پنچھی ہوئے دریا کو غصہ آ گیا اک شجر کاٹا، کنارے سے کٹاؤ بڑھ گئے احمد خلیل خان Ahmad Khaleel Khan

Be sabab hi meri tabiyat e gham Sab se nalan hai kia kiya jaae

Image
بے سبب ہی مری طبیعتِ غم سب سے نالاں ہے، کیا کیا جائے Be sabab hi meri tabiyat e gham Sab se nalan hai kia kiya jaae جون ایلیا Joan Elia

Jab khwab nahi koi is umr ka kia karna Har subh ko ji uthna, har rat ko mar jana

Image
جب خواب نہیں کوئی، اس عمر کا کیا کرنا ہر صبح کو جی اٹھنا ہر رات کو مر جانا  Jab khwab nahi koi is umr ka kia karna Har subh ko ji uthna, har rat ko mar jana کوکب مبین Kokab Mobeen

Nikal ke parne lagi mujh pe dhoop shakhon se Ye boorha per bhi meri tarah shikasta hai

Image
نکل کے پڑنے لگی مجھ پہ دھوپ شاخوں سے یہ بوڑھا پیڑ بھی میری طرح شکستہ ہے Nikal ke parne lagi mujh pe dhoop shakhon se Ye boorha per bhi meri tarah shikasta hai کوکب مبین Kokab Mobeen

Mere Pak Saein Main Khaak Saein Main Buhat Hoi Ghamnak Saein

Image
"فریاد" ''FARYAD'' مرے پاک سائیں، میں خاک سائیں میں بہت ہوئی غمناک سائیں Mere Pak Saein Main Khaak Saein Main Buhat Hoi Ghamnak Saein میں بھینٹ چڑھی ان فیصلوں کی مری ہو گئی جان وبال سائیں مرا پریتم مجھ سے کھو جائے گا مرا جیون کوڑا ہو جائے گا کہیں تُل نہ جاؤں پتھروں میں کہیں رُل نہ جاؤں مٹیوں میں کوئی مانے گا انکار نہیں کوئی پی بن لے گا سار نہیں میں ہو جاؤں گی قربان سائیں میں ہو جاؤں گی ویران سائیں مجھے سسی بن کر نئیں رُلنا مجھے سوہنی بن کر نئیں تَرنا میں دل ہاتھوں مجبور سائیں میں ہو گئی چور و چور سائیں مرا ہو گا نہیں مقسوم پیا مرا روئے گا وہ معصوم پیا مرا عشق سلامت رکھ لینا مری لاج تمہارے ہاتھ سائیں ہمیں مل کر مار ہی دینا ہے کچھ ظالم تلخ مزاجوں نے مجھے دکھ کے ہاتھ میں دینا ہے ان جگ کے ریت رواجوں نے مرے آنسو بیچ قطار سائیں مری سن لو چیخ پکار سائیں زین شکیل Zain Shakeel

Sada Warq Bana Gaya Mujh Ko Tumhara Hijar Lekhty Hein Jis Peh Ashk Mere Roz Dastan

Image
سادہ ورق بنا گیا مجھ کو تمہارا ہجر لکھتے ہیں جس پہ اشک مرے روز داستاں Sada Warq Bana Gaya Mujh Ko Tumhara Hijar Lekhty Hein Jis Peh Ashk Mere Roz Dastan کوکب مبین Kokab Mubeen

Hum Ne Guzar Di Hai Faqeery Mein Zindagi Lekin Kabhi Zameer Ka Soda Nahi Kia

Image
ہم نے گُزار دی ہے فقیری میں زندگی لیکن کبھی ضمیر کا سودا نہیں کِیا Hum Ne Guzar Di Hai Faqeery Mein Zindagi Lekin Kabhi Zameer Ka Soda Nahi Kia دِل کو جلا کے دی ہے زمانے کو روشنی جُگنو پکڑ کے ہم نے اُجالا نہیں کِیا قمر اعجاز Qamar Aijaz

Qasmy Mera Was Nahi Chalda Naein Ty Main Mul Pondi Gal Da

Image
قسمے میرا وس نہیں چلدا نئیں تے میں مُل پوندی گل دا Qasmy Mera Was Nahi Chalda Naein Ty Main Mul Pondi Gal Da کینوں کینوں روکیں گا توں گلاں کرنوں کوئی نئیں ٹلدا ہو جائے گا دُور ہنیرا عشق دا دیوا رکھیں بلدا جو کہنا اے، اج ای کہہ دے کی بھروسہ سجناں کل دا دنیا ساری ہو گئی دشمن کوئی وی نئیں میرے ول دا چھڈ گئے سارے سجن بیلی حسن دا سورج ویخ کے ٹہلدا گزریا ویلا خواب لگے گا اٹھیں گا جدوں اکھاں ملدا کشتی پار اے لگ جانی سی رُخ جے دیندا موڑ توں چھل دا شمیم میں لکھ دلیلاں دیواں مُل نئیں پینا میری گل دا شمیم چودھری Shameem Choudry

Jo Ashk Aaj Gira Hai Mery Hathaily Par Laho Nahi , Yeh Hina Hai Mery Hathaily

Image
جو اشک آج گرا ہے مری ہتھیلی پر لہو نہیں، یہ حنا ہے مری ہتھیلی پر Jo Ashk Aaj Gira Hai Mery Hathaily Par Laho Nahi , Yeh Hina Hai Mery Hathaily شجر کی شاخ کی صورت لکیر قسمت کی وفا کا پھول کھلا ہے مری ہتھیلی پر کوکب مبین Kokab Mubeen

Waqt Ka MoR Jo Aaye Toh BichaR Jati Hai Zindagi Dost Nahi Sirf Mulaqaty Hai

Image
Waqt Ka MoR Jo Aaye Toh BichaR Jati Hai Zindagi Dost Nahi Sirf Mulaqaty Hai Sayeda Nasreen Naqash

Rait Par Thak Ke Gira Hon Toh Hawa Pochty Hai Aap Is Dasht Mein Kion Aaye Thay Wehshat Ke Baghair

Image
Rait Par Thak Ke Gira Hon Toh Hawa Pochty Hai Aap Is Dasht Mein Kion Aaye Thay Wehshat Ke Baghair

Main Toh Us Din Se Herasan Hon Keh Jab Hukam Mily Khushk Phoolon Ko Kitabon Mein Na Rakhay Koi

Image
Main Toh Us Din Se Herasan Hon Keh Jab Hukam Mily Khushk Phoolon Ko Kitabon Mein Na Rakhay Koi Parveen Shakir

Woh Jiska Chehra Nigahon Mein Raqs Karta Tha BichaRtay Waqt Usi Ki Taraf Nahi Daikha

Image
Woh Jiska Chehra Nigahon Mein Raqs Karta Tha BichaRtay Waqt Usi Ki Taraf Nahi Daikha Sayeda Nasreen Naqash

Saath ChoRa Na Kisi Tarah Ana Ne Mera Barha Hum Ne Yeh Ihsas Mita Kar Daikha

Image
Saath ChoRa Na Kisi Tarah Ana Ne Mera Barha Hum Ne Yeh Ihsas Mita Kar Daikha Sayeda Nasreen Naqash

Kisi Se Rabt Wafa JoRty Hoe Us Ne Mery Shikasta Dily Ki Taraf Nahi Daikha

Image
Kisi Se Rabt Wafa JoRty Hoe Us Ne Mery Shikasta Dily Ki Taraf Nahi Daikha Sayeda Nasreen Naqash

Patharon Ke Shehar Mein Bolta Nahi Koi Gung Hein Zubanein Kion Sochta Nahi Koi

Image
Patharon Ke Shehar Mein Bolta Nahi Koi Gung Hein Zubanein Kion Sochta Nahi Koi   Hum Mein Zinda Rehny Ka Azam Hi Nahi Koi Mout Ke Samandar Mein Doobta Nahi Koi   Sayeda Nasreen Naqash  

Aj Munsif Saza Toh Dete Hein Moqa Dete Nahi Safaai Ka Har Karam Peh Sitam Ki Barish Hai Khoob Badla Hai Bhalai Ka

Image
Aj Munsif Saza Toh Dete Hein Moqa Dete Nahi Safaai Ka Har Karam Peh Sitam Ki Barish Hai Khoob Badla Hai Bhalai Ka Sayeda Nasreen Naqash

Humare Shehar Peh Kaisa Azaab Tary Hai Makeen Hai Sheeshay Ka Paikar Makan Pathar Ka

Image
Humare Shehar Peh Kaisa Azaab Tary Hai Makeen Hai Sheeshay Ka Paikar Makan Pathar Ka Sayeda Nasreen Naqash

Kaise Kaise Zamin Ma'ayar Log Ban Gaye Bazar Ka Kirdar Log

Image
Kaise Kaise Zamin Ma'ayar Log Ban Gaye Bazar Ka Kirdar Log Sayeda Nasreen Naqash

Kia Karein Ab Toh Teri Yaadon Se Zakham e Dil Apna Siya Karte Hein

Image
Kia Karein Ab Toh Teri Yaadon Se Zakham e Dil Apna Siya Karte Hein Sayeda Nasreen Naqash

Na Pocho Gulistan e Weeran Ka Aalam Rag e Gul Se Khon Tak NachoRa Gaya Hai

Image
Na Pocho Gulistan e Weeran Ka Aalam Rag e Gul Se Khon Tak NachoRa Gaya Hai Sayeda Nasreen Naqash

Tamasha Daikh Laina Ahl e Sahil Keh Toofan Ki Bhi Sahil Par Nazar Hai

Image
Tamasha Daikh Laina Ahl e Sahil Keh Toofan Ki Bhi Sahil Par Nazar Hai Bharosa Kijiye Dunya Mein Kis Ka Yahan Beaitbary Muatabar Hai Sayeda Nasreen Naqash

Bura Kehty Hai Achon Ko Agar Dunya Toh Kehny Do Zamany Mein Yahi Hota Hai Aksar Hum Ne Daikha Hai

Image
Bura Kehty Hai Achon Ko Agar Dunya Toh Kehny Do Zamany Mein Yahi Hota Hai Aksar Hum Ne Daikha Hai Sayeda Nasreen Naqash

Ikhlas Bhi Is Daur Mein Khatry Ka Nishan Hai Ikhlas Ke Darparda Riakar Buhat Hein

Image
Ikhlas Bhi Is Daur Mein Khatry Ka Nishan Hai Ikhlas Ke Darparda Riakar Buhat Hein Ghairon Se Muhabbat Toh Bahana Hai Keh Hum Log Khud Apni Parestish Mein Giraftar Buhat Hein Sayeda Nasreen Naqash
Image
Nam Tera Ly Ke Jab Ronay Lagay Apna Har Aansoo Nageena Ho Gaya Sayeda Nasreen Naqash

Jane Wale Teri Yadon Ko Bhula Kar Daikha Loh e Dil Se Tera Har Naqsh Mita Kar Daikha

Image
Jane Wale Teri Yadon Ko Bhula Kar Daikha Loh e Dil Se Tera Har Naqsh Mita Kar Daikha Sayeda Nasreen Naqash

Roz Tasweer Banaye Bhi BigaRy Bhi Wahi Aisa Lagta Hai Musawwer Mera Jazbaty Hai

Image
Roz Tasweer Banaye Bhi BigaRy Bhi Wahi Aisa Lagta Hai Musawwer Mera Jazbaty Hai Sayeda Nasreen Naqash  

Ana Ke Faisly Ashkon Mein Zam Nahi Hongy Humare Hijar Ke Sadmay Toh Kam Nahi Hongy

Image
انا کے فیصلے اشکوں میں ضم نہیں ہوں گے ہمارے ہجر کے صدمے تو کم نہیں ہوں گے Ana Ke Faisly Ashkon Mein Zam Nahi Hongy Humare Hijar Ke Sadmay Toh Kam Nahi Hongy تمھیں لگا کہ ہمارا وُجود مسئلہ ہے ہمارے بعد بھی مسئلے ختم نہیں ہوں گے

Akhian Naal Sawal Naein Kar Dy JheRay Lok Kamal Naein Kar Dy

Image
اکھیاں نال سوال نئیں کردے جیہڑے لوک کمال نئیں کردے Akhian Naal Sawal Naein Kar Dy JheRay Lok Kamal Naein Kar Dy سب دے نال او کردے چنگیاں خالی میرے نال نئیں کردے بوہتا سوکھا مِل جانا واں تائیوں لوک خیال نئیں کردے اِنج او ضداں کردا اے جیویں نکّے نکّے بال نئیں کردے ؟ جیویں سجنا توں کیتا اے سجن اِنج دا حال نئیں کردے رات وی اونے ظلم کریندی جِنے تیرے وال نئیں کردے ؟ جِنہاں مُڑ کے آؤنا ہووے زین او اینے سال نئیں کردے زین شکیل Zain Shakeel