Sans Mein Teri Sans Mili To Mujhe Sans Aai

 

Poet Meer Taqi Meer

 

Sans Mein Teri Sans Mili To

Mujhe Sans Aai,

Mujhe Sans Aai,

Mujhe Saans Aai,

Rooh Ne Choo Li Jism Ki Khushbo,

Too Jo Pas Aai,

Too Jo Pas Aai,

Sans Mein Teri Sans Mili To

Mujhe Sans Aai,

Mujhe Sans Aai,

Mujhe Sans Aai,

Kab Tak Hosh Sambhale Koi,

Hosh Ure To Ur Jane Do,

Dil Kab Seedhi Raah Chala Hai,

Rah Mure To Mur Jane Do,

Tere Khayal Mein Doob K Aksar,

Achi Lagi Tanhai Sans Mein Teri,

Sans Mili To Mujhe Sans Aai,

Mujhe Sans Aai Mujhe Sans Aai,

Rat Teri Bahon Mein Kate To,

Subha Bari Halki Lagti Hai,

Aankh Mein Rehne Lage Ho Kia Tum,

Kion Chalki Chalki Lagti Hai,

Mujh ko Phir Se Choo K Bolo Meri Qasam Kia Khai,

Sans Mein Teri Sans Mili To Mujhe Sans Aai,

Mujhe Sans Aai,

Mujhe Sans Aai Rooh Ne Choo Li,

Jisam Ki Khushbo To Jo Pas Aai Mujhe Sans Aai,

Too Jo Pas Aai Mujhe Saans Aai,

Too Jo Pas Aai Mujhe Sans Aai,

Too Jo Pas Aai............!

 

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai