Ye Umar Bhar Ka Safar aur Ye Raaigaani Teri

Poetes Noshi Gilani

 

Ye Umar Bhar Ka Safar aur Ye Raaigaani Teri...*

Kahan Gai Aaye Mere Dil Wo Khush Gumani Teri?...*

Yahan Pe Kon Andheron Mein Sath Chalta Hai?...*

Too Ab Bhi Sath Mere Hai Ye Meherbani Teri...*

Tujhe Khabar Nahi Hum Dekh Kar Bahut Roye...*

Nai Kitab Mein Tasweer Ek Purani Teri...*

Abhi Se Aable Purne Lage Hain Paon Mein...*

Abhi To Door Hai Manzil Safar Kahani Teri...*

Bhulaye Baithe Hain Aur Apne Haal Mein Khush Hain...*

Too Aa K Dekh K Kabhi Hum Ne Bat Mani Teri.................*

 

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai