Aye Rat Humain Sone De Youn Tang Na Kia Kar

 

=================

Rat Humain Sone De

================= 

 

Aye Rat Humain Sone De Youn Tang Na Kia Kar,

Bekar Sawalon Mein Paband Na Kia Kar,

Is K Siwa Aur Bhi Zamane K Kaam Hain,

Too Mere Khayalat Be Dhang Na Kia Kar,

Dunia Mein Aur Log Bhi Baste Hain Tanha,

Too Sirf Mere Sath Hi Jang Na Kia Kar,

Aye Rat Humain Sone De Youn Tang Na Kia Kar,

Mazboot Hon Par Itna Main Jidhar Nahi Hon,

Dunia K Sabhi Gham To Mere Sang Na Kia Kar,

Kisi Roz Tere Khilaf Bhi Likhon Ga Ek Ghazal,

Ye Hath Toot Jain To Ye Umang Na Kia Kar,

Aye Rat Humain Sone De Youn Tang Na Kia Kar................!

 

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai