Pathar Ka Shehr Sheeshe Ka Ghar De Gia Mujhe

 

Poet Nasir Kazmi 

 

Anjani Rah Tanha Nagar De Gia Mujhe,

Pathar Ka Shehr Sheeshe Ka Ghar De Gia Mujhe,

Wo Bhi Mujh Hi Ko Sochta Rehta Hai Rat Bhar,

Us K Nagar Ka Chand Khabar De Gia Mujhe,

Us shakhs Ki Mohabbatain Kitni Shadeed Thain,

Khud Mit Gia Aur Apni Nazar De Gia Mujhe,

Wo Qafle Ko Chor K Tanha Hi Chal Dia,

Aur Jate Howe Rakht-3-Safar De Gia Mujhe,

Jane Wo Bewafa Tha Ya Majboor Tha,

NASIR

Bus Zindagi Guzarne Ka Hunar De Gia Mujhe.............! 

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai