Too Dharti Pe Chahe Jahan Bhi Rahe Gi lyric

 

Singer Kumar Sano nd Alka 

 

Too Dharti Pe Chahe Jahan Bhi Rahe Gi,

Tujhe Teri Khushbo Se Pehchan Lon Ga,

Agar Band Ho Jain Gi Meri Aankhain,

Tujhe Teri Dharkan Se Pehchan Lon Ga,

Hum Ko Tum Se Pyar Howa Hai,

Jeena Dushwar Howa Hai,

Bara Sakoon Hai Main Dil Se Tum Pe Marati Hon,

Main Ab Kisi Se Nahi Bas Khud Hi Se Darati Hon,

Kia Jo Pyar To Phir Door Se Machalana Kia,

Tarap K Shamo Tehar karvatain Badalana Kia,

Mere Jano Mere Janam Jan-E-Man Jan-E-Jana,

Jo Guzare Gi Too Meri Rah Guzar Se,

Tujhe Teri Aahat Se Pehchan Lon Ga,

Hum Ko Tum Se Pyar Howa Hai,

Jeena Dushwar Howa Hai,

Aa Baith Pas Teri Rooh Mein Utar Jaon,

Nazar K Pas Rakho Had Se Main Guzar Jaon,

Nazar Ka Teer Hata Youn Jigar K Paar Na Kar,

Main beqarar Bahut Aur Beqarar Na Kar,

Kabhi Chupke Le Ga Jo Aaghosh Mein Too,

Tujhe Teri Chahat Se Pehchan Lon Gi,

Hum Ko Tum Se Pyar Hova Hai,

Jeena Dushwar Howa Hai,

Too Dharti Pe Chahe Jahan Bhi Rahe Ga,

Tujhe Teri Khushbo Se Pehchan Lon Ga,

Agar Band Ho Jain Gi Meri Aankhain,

Tujhe Teri Dharkan Se Pehchan Lon Gi,

Hum Ko Tumse Pyar Howa Hain,

Jeena Dushwar Howa Hai...................! 

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai