Aankh Khul Jaye To Pher Khawab Kahan

 

Poet Ahmad Faraz 

 

Nasa Gesuye Shab Taab Kahan.

Aankh Khol Jaye To Pher Khawab Kahan.

Jee Jalate Hain Sahar K Jhonke.

Khoo Gia Chama Nehtaab Kahan.

Shehr Sunsan Hai Sehra Ki Tarah.

Ab Wo Hangama Ehbaab Kahan.

Satah-E-Daria To Hai Hamvaar Magar.

Bastiyan Ho Gai Gharqaab Kahan.

Talkhi Sim Hai Labon K Mas Tak.

Koi Pee Jaye To Zehar Aaab Kahan.

Ishq Ek Koh-E-Garaan Tha Phele.

Ab Mohabbat K Wo Aadaab Kahan......!

Book: Tanha Tanha

Page: 42

Ghazal: 18 

 

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo