Kia Rukhsat-E-Yar Ki Ghari Thi Hansti Hoi Rat Ro Pari Thi.

 

Poet: Ahmad Faraz

Type By

*._Ayaz Khan_.* 

 

The Beautifull Ghazal

Kia Rukhsat-E-Yar Ki Ghari Thi.

Hansti Hoi Rat Ro Pari Thi.

Hum Khud Hi Howe Tabah Warna.

Dunia Ko Humari Kia Pari Thi.

Ye Zakham Hain Un Dino Ki Yadain.

Jab Aap Se Dosti Bari Thi.

Jate To Kidhar Ko Tere Weshi.

Zanjeer-E-Jano Kari Parri Thi.

Dar-Yozah-Gar-E-Hayat Ban Kar.

Dunia Teri Rah Mein Kharri Thi.

Gham Thay K FARAZ Andhiyan Thien.

Dil Tha K FARAZ Pankhrri Thi........!

Book: Tanha Tanha

Page: 44

Ghazal: 19 

 

1 comment:

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo