Mere Hath Mein Jo Thi Tere Naam Ki Angoothi

 

 

=========

ANGOOTHI

========= 

 

Mere Hath Mein Jo Thi Tere Naam Ki Angoothi,

Meri Jan Pe Ban Aai Hai Meri Jan Ki Angoothi,

Tere Bina Na Chamakti Hai

Na Hi Mehakti Hai,

Shayad Hai Aadi Teri Tere Pyar Ki Angoothi,

Kaise Taluqat Rakhon Main Dunia Walon Se Ab,

Hath Uthata Hon Rok Deti Hai Bejan Si Angoothi,

Kisi Aur Ko Apna Banaon Ya Ban Jaon Kisi Ka,

Ye Sab Sochne Tak Nahi Deti Nadaan Si Angoothi,

Dast-E-Dilshad Ko Kar K Khareed Aur Phir,

Khud Ban Gaye Koocha-E- Shehr Aur Makan Si, Angoothi...................!

 

 

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai