Sone Hi Kahan Dega Ye Mehtab Adhoora

Sone Hi Kahan Dega Ye Mehtab Adhoora

Rehne De Meri Aankh Mein Ik Khuwaab Adhora

Us Simat Hi Chalte Hein Liye

Naao Ko Apni

Reh Jaye Na Panni Mein Ye Girdaab Adhoora

Toota Tu Ose Goad Liya Lehroon Ne Barrh Kar

Phr Behta Raha Phool Sar-E-Aab Adhoora

Shaayer Ka Gumaan Guzraa Jahaan Koi Bhi Daikha

Ik Shakhs K Bhikhra Huwa Betaab Adhoora

Ab Un Se Kahan Rakhain Hum Umeed e Taklum

Laate Hein Baja

Bazam Mein Aadab Adhoora

Rakhshanda Shab-O-Rooz Likha Sifhaa Dil

Per

Reh Jaye Na Aakhir Mein Wahi Baab Adhoora.........!

 

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai