Tum Aaye Ho Na Shab-E-Intizar Guzari Hai

 

Poet Ahmad Faraz 

 

Tum Aaye Ho Na Shab-E-Intizar Guzari Hai,

Talash Mein Hai Seher Bar Bar Guzari Hai,

Janoon Mein Jitni Bhi Guzari Bekaar Guzari Hai,

Agarche Dil Pe Kharabi Hazar Guzari Hai,

Hoi Hai Hazrat-E-Naaseh Se Guftago Jis Shab,

Wo Shab Zaroor Sar-E-Koo-E-Yar Guzari Hai,

Wo Bat Sare Fasane Mein Jis Ka Zikar Na Tha,

Wo Bat Un Ko Bahut Nagvar Guzari Hai,

Na Gul Khile Hain Na Un Se Mile Na May Pee Hai,

Ajeeb Rang Mein Ab K Bahar Guzari Hai,

Chaman Pe Garat-E-Gulcheen Se Jane Kia Guzari,

Qafas Se Aaj Saba Beqarar Guzari Hai...................!

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai