Wafa K Naam Ek Dastan Likh Rahi Thi

 

 

=============

DASTAN-E-WAFA

============= 

 

Poetess Perven Shakir 

 

Wafa K Naam Ek Dastan Likh Rahi Thi,

Mushkil Lafzon Ko Aasan Likh Rahi thi,

Wafa Ki Talash Mein Sara Jahan Likh Rahi Thi,

NA Mili Wafa To Lafaz Nakaam Likh Rahi Thi,

Nahi Milty Dhondne Se Bhi Wafa Karne Waly,

Is Liye Sary Jahan Ko Bewafa Likh Rahi Thi,

Na Karna Pyar Kabhi Zindagi Mein

"Mery Dost"

Milti Hai Pyar Mein Ruswai Ye Bar Bar Likh Rahi Thi,

Q Karty Hain Pyar Mein Itny Wadey Log Perveen,

Payar Mein Totey Howay Wadey Hazar Likh Rahi Thi............! 

 

Comments

  1. kashif nadeem g apka b thanks k reply to karty hain g ap

    ReplyDelete
  2. shukar ha kashif jani reply kea

    ReplyDelete
  3. ye baray log hain g bht km reply karty hain

    ReplyDelete
  4. greate Choice and good pic.

    ReplyDelete
  5. AADAAB
    FANI AWAN
    N
    FARZANA KHAN

    Badi sirf ALLAH J.J ki zaat hy.
    jb b kahen reply karon ga.
    ap apna qeemati wakt nikal k meri rahnumai karte rehne SHUKRIA.

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai