Dar Paish Hain Wohi Azab Zamane Wale

==============

Eid Collection

==============

Poet Zahid Mahmood

Dar Paish Hain Wohi Azab Zamane Wale,

Wo Lab Kahan Sy Laon Jo Eid K Din Hon Muskrany Waly,,

Din Eid Ka Guzrta Hy Saghar My-O-Nosh Mein,,

Hum Wohi Hain Pagal Tooty Py-Many Waly,,

Chhupa Kar Aansoo Eid K Din Bhi,,

Hum Banjary Hain Naghama-E-Mohabbat Gany Waly,,

Dhondo Gy To Mil Hi Jaein Gy,,

Hum Hain Wohi Faqeeri Aastany Waly,,

Khushi K Liye Daman Phaila Kar Mangta Rahta Hon Bheek,,

Hum Hain Deedar-E-Mahboob Sy Eid Manany Waly,,

Jharrk Na ZAHID Ko Youn Eid K Din,,

Sultint-E-Dil Hain Hum Tum Py Lutany Waly.....!

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo