Majnoo Ki Tarah Rote Howe Guzre Gi Jis Ki Eid

Poet: Ayaz Khan


Type By

*._Ayaz Khan_.*


Majnoo Ki Tarah Rote Howe Guzre Gi Jis Ki Eid.


Laila K Bena Ab Kise Guzre Gi is Qais Ki Eid.


Jahan Har Aankh Se Anso Nahi Laho Tapke.


Ab K Zinda Lashain Mana Rahi Hain is Dees Ki Eid.


Kuch Panchi Door Nagar Se Aaye Hain is Wadi Mein.


Qaid Mein Guzre Gi Un Ki Ye Pardees Ki Eid.


Chaman Mein Aag Lagi, Har Phol Jhilas Gia.


Bulbl Ko Muhabbat Chaman Se Ab Kyse Guzre is Ki Eid.


AYAZ Hum To Har Eid Pe Sajte Hain Gham Ki Mefil.


Koi Batlay Hum Ko Kyse Guzrti Hai Us Ki Eid......!

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai