Wo Roth Kar Aisa Gia K Eid Par Nahi Aaya

Poet: Ayaz Khan


Type By

*.__Ayaz Khan__.*


Wo Roth Kar Aisa Gia K Eid Par Nahi Aaya.


Main Muntazir Raha Par Wo Ghar Nahi Aaya.


Ek Hasrat Thi Meri Aankhon Mein Us K Deed Ki.


Wo To Khawab Tha Pher Kahen Nazar Nahi Aaya.


Us Ki Rafaqat Mein Ek Muddat Guzari Hum Ne.


Zindagi Tamam Hoi Pher Aysa Humsarf Nahi Aaya.


Har Eid Par Us Ne Mujhe Surkh Gulab Diye.


Wo Bicharra To Pher Aysa Manzar Nahi Aaya.


AYAZ Mein Ne Roka To Bahut Us Jaan-E-Azeez Ko.


Par Dilon Mein Utarne Ka Tujhe Hunar Nahi Aaya...!

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo