Dard-E-Dil Jag Uthha Barsat Mein Bhoola Howa

 

 

===============

BARSAT MEIN

================ 

 

POET UMAR RAAHI 

 

Dard-E-Dil Jag Uthha Barsat Mein,

Bhoola Howa Yar Yad Aaya Barsat Mein,

Daikh K Baadal Dil Mein Jot Si Jagi,

Yaaron Mein Ik Yaar Yaad Aaya Barsat Mein,

Wo Bharish Mein Bheegna Wo Sath Chalna,

Yaad Aaya Kisi Ka Wo Hansna Barsat Mein,

Wo Peepl Ka Darkhat Aur Hum Do,

Wo Bhaahon Mein Bharna Taira Barsat Mein,

Aaj Tanha Roya Tujhy Yaad Kar K RAAHI,

Magar Dunya Sy Aansoo Chhupa Diye Barsat Mein.

 

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai