Hai Ye Firdos-E-Nazar Ahl-E-Hunar Ki Tameer

 

Poet Allama Iqbal 

 

Hai Ye Firdos-E-Nazar Ahl-E-Hunar Ki Tameer,

Faash Hai Chashm-E-Tamasha Pe Nahaan Khana-E-Zat,

Na Khudi Hai Na Jahan-E-Sahar-O-Sham K Dor,

Zindagani Ki Hareefana Kasha Kash Se Nijaz,

Aah Wo Kafir-E-Bechara K Hain Us K Sanam,

Asar-E-Rafta K Wohi Toote Howay Laat-O-Manaat,

Too Hai Mayat Ye Hunar Tere Janaze Ka Imam,

Nazar Aai Jise Marqad K Shabistaan Mein Hayat..............!


Page 93 

 

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo