Jaam-E-Halaat Pur Bahar Karo Bazm E Hasti

 

Poet Saghar Saddiqui

Typ By

*._Ayaz Khan_.* 

 

Jaam-E-Halaat Pur Bahar Karo.

Bazam-E-Hasti Ko Tabedar Karo.

Aaftab-E-Shaor Se Yaro.

Zarah zarah Kiran Shaaar Karo.

Jain Se Ruswaian Hon Gulshan Ki.

Un Shagofon Ko Sangsar Karo.

Main Wafain Talash Karta Hon.

Tum Jafain Zara Shumar Karo.

Zoq-E-Mansoor Aam Hai SAGHAR.

Ehtamam-E-Saleeb-O-Daar Karo......!

Book

Kuliat-e-Saghar

Page 126

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai