Kaha ek Din Us Ne Mujhe Mera Wo Bachpan Louta Do

 

 

============

BACHPAN

============

 

POET UMAR RAAHI 

 

Kaha ek Din Us Ne Mujhe Mera Wo Bachpan Louta Do,

Jis Mein Thi Mairi Shokhiyan,

Mairi Wo Sharartein,

Maira Wo Baat Baat Hansna,

Maira Wo Pall Pall Rona,

Mujhy Lota Do,

Wo Bachpan K Khail,

Wo Bachpan K Khilony,

Wo Mairy Sary Khilony,

Aur Sub Khilonon Mein,

Wo Ik Pyari Si Gurriya,

Mujhy Mairy Bachpan Ka,

Wo Asaasa Lota Do,

Balkty In Honton Py,

Wo Bachpan Ki Hansi Saja Do,

Mujhy Mairi MAA Ki,

Wo Guad Dila Do,

Mujhy Maira Bachpan Lota Do,

Ye Jawani Lo Mujh Se,

Mera Bachpan La Do Mujhe.

 

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai