Madham Jazbe Bharrka Deti Hai Ye Dheemi Barish

 

 

Poet Umar Raahi 

 

Madham Jazbe Bharrka Deti Hai Ye Dheemi Baarish,,

Bhooly Huye Log Yaad Dila Daiti Hai Ye Dheemi Baarish,,

Barason Pahly Jo Bhool Gaya Nishan-E-Manzil,,

Bachpan Ki Wo Raahein Yaad Dila Daiti Hai Ye Dheemi Baarish,,

Yaad Aaty Hain Wo Musaafir-E-Raah-E-Mohabbat K,,

An-Jaany Mein Jo Kabhi Mila Daiti Hai Ye Dheemi Baarish,,

RAAHI In Badalon Ka Mazaj Bhi Us Be-Wafa Jaisa Hai,,

Khud Holy Holy Barasty Hain Aankhein Mosla-Dhaar Barsa Daiti Hai Ye Dheemi Baarish.

 

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai