Mahfil-E-Jaana Mein Jana Para Mujhe

 

 

=================

US KI KHATIR

=================

 

POET UMAR RAAHI 

 

Mahfil-E-Jaana Mein Jana Para Mujhe,

Chhupa Kar Aansoo Muskrana Parra Mujhy,,

Ronaq-E-Mahfil Bany Dost Us K Raqeeb Mairy,,

Bhula Kar Raqaabt Sub Sy Haath Milana Parra Mujhy,,

Mahfil Thi Urooj Par Timtima Raha Tha Charaagh,,

Khoon-E-Jigar Dy Kar Diya Jalana Parra Mujhy,,

Raqeebaan-E-RAAHI Thy Mahfil Mein Sary,,

Us Ki Khatir Dostaan-E-RAAHI Batana Parra Mujhe.

 

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai