Paon Choo Lene Do Phoolon Ko Anayat Ho

 

Poet Sahir Ludhianvi 

 

Paon Choo Lene Do Phoolon Ko Anayat Ho Gi,

Warna Hum Ko Nahi Un Ko Bhi Shikayat Ho Gi,

Aap Jo Phool Bichain Unhain Hum Thukrain,

Hum Ko Dar Hai K Ye Toheen-E-Mohabbat Ho Gi,

Dil Ki Bechain Umangon Pe Karam Farmao,

Itna Ruk Ruk K Chalo Gi To Qayamat Ho Gi,

Saharam Ro K Hai Idhar Shoq Udhar Khainche Hai,

Kia Khabar Thi Kabhi Is Dil Ki Ye Halat Ho Gi,

Sharam Hum Se Bhi Karo Gi To Museebat Ho Gi..........!

Page 274 

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai