Pathar Hai Tere Hath Mein Ya Koi Phool Hai

 

Poet

 Adeem Hashmi 

 

Pathar Hai Tere Hath Mein Ya Koi Phool Hai,

Jab Too Qabool Hai Tera Sab Kuch Qabool Hai,

Phir Too Ne De Dia Hai Naya Fasla Mujhe,

Sar Par Abhi Too Pichli Masafat Ki Dhool Hai,

Too Dil Pe Bojh Le Kar Mulaqat Ko Na Aa,

Milna Hai Is Tarah To Bichrna Qabool Hai,

Too Yar Hai To Itni Kari Guftagoo Na Kar,

Tera Asool Hai To Mera Bhi Asool Hai,

Lafzon Ki Aabroo Ko Ganwa Na Youn,

ADEEM

Jo Manta Nahi Usay Kehna Fazool Hai................! 

 

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai