Shab-E-Gham Kattne Ko Hai RAAHI Ye Andheri

 

 

==================

SHAB-E-GHAM

================== 

 

POET UMAR RAAHI 

 

Shab-E-Gham Kattne Ko Hai RAAHI,,

Ye Andheri Rat Bhi Dhalny Ko Hy RAAHI,,

Hain 2 4 Pall Aub Doori K Na Ghabra Ay Dil,,

Ye Shaam-E-Gham Bhi Guzarny Ko Hy RAAHI,,

Chaahat Ka Sooraj Ik Din Nikly Ga Zaroor,,

Judai Ki Ye Kaali Raat Chhuttny Ko Hy RAAHI,,

Din Badla Raat Badli Waqat Badla Insan Badaly,,

Nafart Bhara Wo Dil Bhi Badlany Ko Hy RAAHI,,

Ho Gi Payaar Ki Wo Barsaatein Aub K,,

Ujrry Dil Ka Gulshan Mahkny Ko Hy RAAHI,,

Too RAAHI Hy Raah-E-Mohabbat Py Hi Chal,,

Manzil-E-Jaana'N Ka Nishaan Milny Ko Hy RAAHI.........!

 

 

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo